Sarkari Yojna UP

UP Ration Card New List 2022 – List & Status {fcs.up.nic.in}

UP Ration Card List & Status 2022 | FCS UP Nic | nfsa.up.gov.in | Uttar Pradesh Ration Card List | Ration Card UP List | UP Ration Card List Download | Ration Card UP Ration Card List !!

Uttar Pradesh Ration Card List 2022:- Yadi aaap Uttar Pradesh ka ek nivasi hain, To aaj aapko is Post ke madhyam se UP Ration Card se Sambandhit kuch mahatvapurn jankari diya ja raha hai. Aapko is post me bataya jayega ki aap kis prakar se Uttar Pradesh Ration Card List me apne naam ki online janch kar sakte hain. Kyonki Uttar Pradesh ke Food Supply Department dwara prati varsh naye Ration Card Upbhoktao ki List ko online jaari kiya jata hai. Aur is saal bhi UP Ration Card ke Naye Upbhoktao ki List ko adhikarik roop se jaari kar diya gya hai.

उत्तर प्रदेश सरकार के खाद्य और रसद विभाग ने NFSA के लिए पात्रता के तहत यूपी राशन कार्ड की सूची जारी की है। जिन आवेदकों ने यूपी राशन कार्ड के लिए आवेदन किया है, वे नई राशन कार्ड सूची में अपना नाम चेक कर सकते हैं। 

Yadi aap Uttar Pradesh Ration Card List me apna naam online janch karna chahte hain, To is Post me iske bare me pure vistar se bataya ja raha hai. Taki aap Ration Card UP me apne naam ki online janch aasani se kar sakte hain.

Ration Card ko Rajya ke Food Supply Department dwara online jaari kiya jata hai, Itna hi nahi Ration Card ke Mahatvapurn Document bhi hota hai. Aur iska upyog vibhin prakar ke karyo ke dauran padta hai, Jaise ki agar kisi vyakti ko Sarkari Yojna ka labh lena hai to uske pass Ration Card hona anivarya hai.

Contents

Uttar Pradesh Ration Card List 2022

उत्तरप्रदेश सरकार ने ग़रीबी रेखा से नीचे के लोगों के लिए राशन कार्ड बनाने के लिए अधिसूचना जारी कर दी है। यदि आप भी अपना राशन कार्ड बनाना चाहते हैं तो यूपी राशन कार्ड बनाने की पूरी प्रक्रिया क्या है इस लेख में पूरी जानकारी बताई गयी है। आप यहां बताई गयी प्रक्रिया के माध्यम से यूपी राशन कार्ड सूची 2022 चेक कर सकते हैं.

To aap Uttar Pradesh New Ration Card List check aur UP Ration Card Status iske official site fcs.up.nic.in par jakar online check kar sakte hain. Uttar Pradesh me NFSA New Ration Card District Wise aur Janpad Wise List ke liye UP BPL, APL Labharthi List iske official website par jaari kar diya gya hai. Jo bhi Candidates ne New Ration Card ke liye aavedan kiye hain ve is page se UP New Ration Card List 2022 download kar sakte hain.

Aap sabhi jante honge ki abhi COVID-19 Mahamari Lockdown pur bharta bhar me hai. Iske chalte Uttar Pradesh me Labharthi ko नि: शुल्क Ration pradan kiya jayega, Iski ghosna UP Government Shree Yogi Adityanath Ji ke dwara kiya gya hai.

UP Ration Card New List 2022 BPL/ APL Ration Card

Uttar Pradesh (UP) aur Department of Civil Supplies (नागरिक आपूर्ति विभाग) Sarkar ne is Coronavirus, Lockdown ke karan Un sabhi garib logo ke liye Bhojan aur Vastuen uplabdh kara rahi hai, Jinke pass UP Ration Card bana hua hai.

Aur sath hi Uttar Pradesh Sarkar ne UP New Ration Card List bhi jaari kiya hai, Jitne bhi Labharthi UP Ration Card ke liye aavedan kar chuke hain wo apne List ki janch kar sakte hain, Ki unka naam List me hai ya nahi. Aavedak sath hi me UP Ration Card 2022 Application Form Status bhi District Wise check kar sakte hain, Jiske liye hamne is post me direct link uplabdh karaya hai.

Uttar Pradesh Ration Card 2022 Overview

Name of DepartmentUttar Pradesh Food and Civil Supplies Department, Lucknow
Name of StateUttar Pradesh (UP)
Beneficiaries BPL, APL, AAY Ration Card
Essential Commodities & Food-GrainsWheat, Rice, Sugar Ityadi.
Scheme ProviderUnder NSFA
Article Category UP New Ration Card List 2020
Official WebsiteFcs.up.gov.in and

Note:- Uttar Pradesh Sarkar ki NFSA Yojna ke tahat sabhi aavashyak Goods and Food Grains ki prices kuchh is prakar se hai.

  • Wheat- Rs.2 per kg
  • Rice- Rs.3 per kg
  • Sugar- Rs.13.50 per kg

BPL, APL, AAY Ration Card

BPL Ration Card:- Is prakar ka Card un logo ke liye hai jo garibi rekha se niche ki Category me aate hain, Aur is Card ka Rng Red hai. Is Card ka upyog karke garib parivar apne aavashyak Food Grains aur vastuen prapt kar sakte hain. BPL Ration Card ke tahat parivar har mahine 25 KG tak aavashyak vastuen ka labh utha sakte hain.

APL Ration Card:- Yah Card un logo ke liye hai jo garibi rekha se upar ke gharo me aate hain, In Card ka upyog unke parivar kuchh Discounted Prices par aavashyak Food Grains and Vastuen ko khrid sakte hain. Is card ka Rang Blue hai, Ispar bhi same 25 KG tak aavashyak vastuen ka labh utha sakte hain.

AAY Ration Card:- Is parkar ka Card Uttar Pradesh ke sabse garib parivaro ko diya jata hai. Is parkar ke Ration Card se parivar ko 35 KG tak aavashyak vastuen aur Food Grains ko khrid kar sakte hain, Yah Card ka Rang Yellow hota hai.

UP New Ration Card List 2022

To Uttar Pradesh Sarkar ne Garib Rekha se niche ke logo ke liye COVID-19 Lockdown Mahamari se niptneke liye Ration diya jayega. Aur isi bich Sarkar ne UP Raton Card ki New List bhi jaari kar diya hai, Jise aap iske official portal se online check kar sakte hain.

Yadi aap aur bhi adhik jankari prapt karna chahte hain, Ya aap New Ration Card banbana chahte hain ya aapko kitna Ration milega. Isse judi sabhi jankari janane ke liye aapko iske official site par jana hoga.

How to Check Your Name in UP New Ration Card List 2022?

Uttar Pradesh New Ration Card List me naam check karne ke liye yaha par step by step tarika bataya ja raha hai, Aap use follow kar kafi aasani se UP New Ration Card me apna naam online check kar sakte hain.

  • Iske official website www.fcs.up.gov.in par visit karen.
  • Iske home page par jakar NFSA ki option tab par click karen.
  • Uspar click karen, Aur list se apne district ko select karen.
  • Ab apne Area ko select karen aur distributer ka naam khoje.
  • Ab apna naam aur Ration Detilas ko khoje.
  • Aur ise download kar check kar sakte hain.

Important Link:-

Official Website  Click Here
Search Ration Card  Click Here
New List Download Click Here

Documents Required For UP New Ration Card

Aavedak Uttar Pradesh ke Food Supplies Department ke official portal par publish kiye gye UP Ration Card List me apne naam ki online janch kar sakte hain. Aur jo iske liye abhi tak aavedan nahi kiye hain ve iske official site se online form bhar sakte hain, Jiske liye Mahatvapurn Document niche list kiya gya hai.

  • Aadhar Card
  • Pan Card
  • Passport Size Photograph
  • Bank Statement or Passbook
  • Applicant Caste Certificate
  • Income proof of the applicant
  • Latest Electricity Bill
  • Gas connection passbook

Aap sabhi ko Uttar Pradesh New Ration Card List 2022 online check karne ke sath sath iske bare me aur bhi adhik jankari pradan karaya gya hai. Yadi aapko abhi bhi List check karne ya Application Form bharne me prashani ho raha hai to aap niche diye gye comment box se puchh sakte hain.

अनुच्छेद श्रेणीयूपी नई राशन कार्ड सूची 2020
नई राशन कार्ड लिस्ट 
राज्यउत्तर प्रदेश
विभागखाद्य और रसद विभाग, यूपी सरकार
सरकारी वेबसाइटwww.fcs.up.gov.in
राशन श्रेणीएपीएल और बीपीएल

नए यूपी राशन कार्ड के लिए आवेदन करने के लिए आवश्यक Documents क्या हैं ?

  • आधार कार्ड
  • पैन कार्ड
  • हालिया पासपोर्ट आकार का फोटोग्राफ
  • बैंक पासबुक
  • जाति / श्रेणी प्रमाणपत्र
  • आय प्रमाण पत्र
  • पिछला बिजली बिल
  • गैस कनेक्शन

Leave a Comment