UP Board 12th Result 2020 www.upmsp.edu.in:- Uttar Pradesh Board ne Class 12th yani Intermediate ka Result bahut jald apne official website par jaari karne ja raha hai jise aap is post me diye gye link se online check kar sakte hain. Yadi aapne bhi is saal Uttar Pradesh Board se Class 12th ka Exam diye hain aur apne Result ka Wait kar rahe hain to aap is post ki madad se apna Result aasani se online check kar sakte hain.
Aap jante honge ki UP Board ke dwara Intermediate ka Exam 18 February se lekar 6 March 2020 tak UP ke bahut saare Exam Centre par aayojit kiya gya tha Jisme bahut saare Sutdents ne bhag liye the. Jo ab apne Result ki janch karna chahte hain.
To aap sabhi ko is post ke madhyam se bataya ja raha hai ki Uttar Pradesh Board ne Intermediate ka Result April 2020 ke last week tak Exam authority ke dwara official web portal par jaari karne ki sambhavna hai. Jise aap yaha par pradan kiye gye link ko follow kar apna Result online check kar sakte hain.
Contents
UP Board 12th Result 2020
Board of High School and Intermediate Education, Uttar Pradesh ne Class 12th Result 2020 online check karne ke liye Students manya credentials ke sath log in karke iske Result tak pauch skate hain. Aur aap sabhi ko bata den ki pichhle saal Uttar Pradesh Board ke dwara 27 April ko Intermediate ka Result jaari kiya gya tha. To usi ke anusar is saal bhi Board ne jaari karne ka plan bana raha hai. Jisme tino Course jaise Science, Arts and Commerce ka Result iske official site par ek hi din publish kiya jayega jise aap online download karne ke liye niche diye gye link ka upyog kar sakte hain.
To yadi aapne bhi Uttar Pradesh Board ke dwara liye gye 12th Exam 2020 me upshthit huye hain aur apne Result ki search kar rahe hain to aapko is post se suchit kiya ja raha hai ki Exam authority ke dwara UP Board ka Result April 2020 ke last week tak declare kar diya jayega, Jaisa upar me bataya gya hai aap online download kar payegen.
Update:- UP Board ke officials dwara Class 12th ka Result iske official web portal par April ke last week me ghosit kar diya jayega jise download karne ke liye is page me direct link update kiya gya hai.
Uttar Pradesh Board Class 12th Result Date
Board Name | Board of High School and Intermediate Education, Uttar Pradesh |
Examination Name | UP Board Class 12th Result (Inter) |
Class | 12th (Intermediate) |
Course Name | Science, Arts, Commerce |
Result Issue | April 2020 (Expected) |
Article Category | UP Board 12th Result 2020 |
Session | 2020 |
Official Portal | www.upmsp.edu.in |
UP Board ke official website ka direct link niche provide karaya gya hai jise follow karke apna Result iske officialy publish hone ke baad online download kar sakte hain. Aur online Result check karne ke liye is post me niche step by step method bhi bataya gya hai.
How To Check UP Board Class 12th Result Online
UP Board ke official site se sabhi Course jaise Science, Arts and Commerce ka Result 2020 online check karne ke liye sabhi Students niche bataye gye step ko follow karke kafi aasani se apna Result online check kar sakte hain. Officialy jaari karne ke baad.
- Yaha par diye gye direct link se iske official site par sabse pahle visit karen.
- Uske baad iske home page par Intermediate Result 2020 se sambandhit link ko khoje.
- Us link par click karen.
- Click karne ke baad ek naya page open ho jayega.
- Jaha par apna Roll no aur name ko enter karen.
- Enter karne ke baad submit par click kar den.
- Aapka Scorecard aapke screen par show ho jayega.
- Jise apne future ke liye download kar ek print out nikal len.
OFFICIAL WEBSITE | CLICK HERE |
DOWNLOAD RESULT 2020 | CLICK HERE |
Check Details in Class 12th Result Mark Sheet
Jab kisi bhi Students UP Board ke official site se apna Result online check karte hain to usme aap apni details ko check kar len taki aapke Marks Sheet me koyi details galt to nahi hai. Jiske liye diye gye table me bataya gya hai ki aap kaun kaun details ko check kar sakte hain.
- Name of the student
- UP board 12th Roll no.
- Enrolment no.
- Class 12th Stream/ subject group
- Category
- Mother’s name
- Father’s name
- Marks obtained in each subject
- Practical marks
- Theory marks
- Maximum marks
- UP 12th Result status
UP Board 12th Result Re-check Re-Evaluation
Ve Students jo UP Board Class 12th ke Exam Result 2020 chek karne ke baad apne Result se Satisfied nahi ho paye hain ya unke anusar Exam me achha marks nahi prapt hua hai to Re-check ya Re-evaluation ke liye form bhar sakte hain. UP Board ke dwara 12th Result declare karne ke baad iske liye bhi form nikala jayega. Jiske liye unhe aavedan fees ke roop me per subjects ke liye payment bhi karna hoga.
Leave a Comment