TMBU Part 1 Admit Card 2020:- Hello Friends, Agar aap Tilka Manjhi Bhagalpur University ke Part 1 ka Students hain aur Saal 2020 me hone bale Examination me shamil hone bale hain, To ab apna Admit Card download kar sakte hain.
Aap sabhi ko is article me Tilka Manjhi Bhagalpur University (TMBU) BA, B.SC, B.COM Part 1 Admit Card online download karne ke liye officials link ke sath sath sabhi jankari bhi pradan karaya ja raha hai. To aap is post ko last tak padhkar apna Admit Card bahut hi aasan tarike se online download kar sakte hain.
Kyonki is page me aap sabhi ko BA, B.SC, B.COM Part 1 Admit Card 2020 online download karne ke liye step by step jankari bhi diya jayega, Taki aapko TMBU ke official site se Part 1 ka Admit Card online download karne me jyada prashani na ho.
Contents
TMBU Part 1 Admit Card 2020 {BA, B.Sc, B.Com}
Jitne bhi Students BA, B.SC, B.COM Part 1 ke Examination 2020 me shamil hone ke liye Registration aur Form bhi bhar chuke hain to ab iske official portal se apna Admit Card online download kar sakte hain.
Aap sabhi ko malum hoga ki Tilka Manjhi Bhagalpur University ke dwara jab bhi BA. B.SC, B.COM Part 1 Examination ka aayojan kiya jata hai to sabhi Students ke liye Admit Card University ke Authority dwara iske official website par publish kiya jata hai. Uske baad Examination me bhag lene bale sabhi Candidates apna apna Admit Card iske official site par jakar online download karte hain.
Isliye hamne is post me aap sabhi ke liye TMBU ke Official Website ka direct link niche provede karbaya hai, Taki aap apna Admit Card is page se hi online download kar sake, Iske official web portal par jaari karne ke baad. Aapko ek baat bata den ki pahle TMBU ke dwara Admit Card sirf offline jaari kiya jata tha, Lekin ab dono tarah se jaari kiya jata hai.
Latest Update:- आप सभी को बताना चाहूँगा की तिलका मांझी भागलपुर विश्वविद्यालय के द्वारा सेमेस्टर वाइज एडमिट कार्ड जारी कर दिया गया है, अप इस पोस्ट में निचे दिए गये लिंक की मदद से ऑनलाइन डाउनलोड कर सकते हैं.
TMBU Part 1 Admit Card 2020 डाउनलोड करें
To ab aapki jankari ke liye is post ke madhyam se bata den ki sirf unhi Students ke liye Admit Card jaari kiya jayega jinhone Examination me shamil hone ke liye Form bhar chuke hain.
University Name | Tilka Manjhi Bhagalpur University (TMBU) |
Examination Name | BA, B.SC, B.COM |
Course Name | UG Course |
Year | Part 1 |
Examination Type | University Exam |
Admit Card Release Date | Coming Soon |
Admit Card Release Mode | Online Mode |
Article Category | TMBU Part 1 Admit Card 2020 |
Official Website | www.tmbuniv.ac.in |
Tilka Manjhi Bhagalpur University Examination 2020 ke liye Admit Card Satudents iske official website se apna Registration number aur Name wise ke jariye online download kar payegen. Jiska direct link is page me niche provide kiya ja chuka hai, Aap us link ko follow karke iske official portal par ja sakte hain.
How To Download TMBU Part 1st Year Admit Card 2020 Online? एडमिट कार्ड कैसे डाउनलोड करें?
TMB University ke sabhi Students iske official site se apna Admit Card download karne ke liye niche bataye gye step ko follow karke aasani purvak Admit Card online download kar sakte hain.
- Aap sabse pahle Tilka Majhi Bhagalpur Unversity ke official site par diye gye link se visit karen.
- Itna www.tmbuniv.ac.in par.
- Uske baad home page par Admit Card 2020 ke link ko khoje.
- Ab us link par click karen, Aur apna Course aur Years ko select karen.
- Phir aap Registration number, Date of Birth aur puchhi gyi sabhi details ko enter karen.
- Enter kareke final submit par click kar den.
- Aapka Admit Card aapke Computer Screen par show ho jayega.
- Jise download karke ek ptint out kar len.
Important Link For TMBU:-
OFFICIAL WEBSITE TMBU:- http://tmbuniv.ac.in/
TMBU BA, Part 1 Admit Card 2020 | Click Here |
TMBU B.SC, Part 1 Admit Card 2020 | Click Here |
TMBU B.COM Part 1 Admit Card 2020 | Click Here |
Tilka Manjhi Bhagalpur University Admit Card पर क्या डिटेल होगा
Students Admit Card online download karne ke baad usme di gyi sabhi details ko chek jarur kar len, Kyonki aapke Admit Card yadi koyi details error rahta hai tab aapko Examination Center par prashani uthana pad sakta hai. Jise check karne ke liye niche list me batlaya gya hai, ki aap kis details ko Admit Card me check kar sakte hain.
- Name of the Candidate
- Exam Centre Name
- Exam Centre Code
- Father’s Name
- Mother’s Name
- Gender
- Category
- Applicant Roll Number
- Examination Name
- Time Duration of the Exam
- Exam Date and Time
Contact TMBU:-
Tilka Manjhi Bhagalpur University
Bhagalpur, Bihar, PIN-812007
Phone: +91 – 641 – 262 0353
Phone: +91 – 641 – 262 0100
Email: [email protected], [email protected]
Leave a Comment