Admission PPU

Patliputra University (PPU) Graduation Admission 2021 – Aavedan Form Online

PPU Graduation Admission 2021 Online Form:- Hello Friends, Aap sabhi ko aaj ke is article me Patliputra University Graduation Admission 2021 online aavedan form ke bare me puri jankari diya ja raha hai. Yadi aap Patliputra University (PPU) se UG (Undergraduate Course) Jaise BA, B.SC, B.COM Part 1 Session 2021-24 me Admission lena chahte hain, To is post me di dyi saari jankari ko padhkar apna Aavedan Form kafi aasani se online bhar sakte hain.

Aap sabhi ko malum hoga ki kuchh din pahle hi Bihar Board ne Intermediate 12th ka Result ghosit kiya tha. To jo bhi Students Intermediate Pass karne ke baad Patliputra University me UG Course Part 1 me Admission lene ke liye soch rahe hain, Un sabhi ko is post ke madhyam se bata den ki PPU me BA, B.SC, B.COM Science, Arts aur Commerce ke liye online aavedan form jald hi shuru hone ja raha hai. Aap iske official portal par jakar iske liye online Registration kar sakte hain.

Contents

Patliputra University BA, B.Sc, B.Com Part 1 Admission Online Form 2021

Is article ke dwara aapko bata den ki PPU ne pichhle saal UG Course ka Admission Bihar Board ke dwara viksit kiye gye OFSS System ke madhyam se BA, B.SC, B.COM Part 1 me Admission liya gya tha. Lekin is baar Patliputra University ne UG Course Jaise BA, B.SC, B.COM Part 1 Admission 2021 ke liye (UMIS) University Management Information System ke madhyam se lene ja raha hai. Jiske bare me sabhi jankari aap sabhi ke sath is page me niche share kiya gya hai.

PPU ne apne official website par UMIS ke dwara May 2021 month se Part 1 Admission Session 2021 ke liye online aavedan form jaari karega. Kyonki abhi COVID-19 Mahamari ke chalte iska date authority ke dwara badha diya gya hai. Jiska direct link is post me niche provide karaya gya hai aap us link par jakar apna form online bhar sakte hain, Officialy jaari karne ke baad.

Jitne bhi candidates UG Course is University se karna chahte hain, ve PPU ke official site itna www.ppuonline.in se iske liye aavedan form bhar sakte hain. Jabki candidates ko pahle online Registration karne ki aavashyakta hoti hai, Uske baad Patliputra University me aavedan form bhar sakte hain.

Patliputra University Part 1 Graduation Admission 2021

To jaisa ki aap sabhi ko bataya gya ki Patliputra University me UG Course ke liye online Admission Form May 2021 se iske official site par jaari kiye jayegen, Uske baad aap iske liye online aavedan form bhar sakte hain. Aur ha University ne Aavedan form bharne ke baad Merit List taiyar karega, Jiske anusar Part 1 me Admission liye jayegen.

PPU ne BA, B.SC, B.COM jaise alag alag stream ke liye online aavedan form jaari karega, Jo bhi Students University me Admission lene bale hain unhe UMIS ke madhyam se online aavedan form bharna hoga. Aur aapka 12th Intermediate ke Marks ke aadhar par Merit List taiyar karne ke baad aapko PPU me UG Course me Admission ke liye bulaya jayega.

PPU UG Admission Application Form 2021 Overview

University Administration ke University Management Information System (UMIS) ke web portal par sabhi eligible candidates ka online Admission Application Form accept kiya jayega.

Name of The University Patliputra University (PPU), Patna
Course Name UG Course BA, B.SC, B.COM
Issu Admission Form May 2021
Academic Session 2021-24
Article Category PPU Graduation Admission Online Form 2021
Form Fill Up Mode Online Mode
Official Website www.ppuponline.in/
Online Form Start To be Announced

Eligibility Criteria For PPU UG Admission 2021

Candidates ko Patliputra University ke Undergraduate Course Session 2021-24 me Admission lene ke liye kuchh Eligibility Criteria ko pura karna hoga jo aapko niche batlaya gya hai.

  • Students ko Class 12th yani Itermediate kisi bhi Affiliated College se Pass hona bahut hi aavashyak hai.
  • Aur Admission lene bale candidates ka minimum Marks 50% ke sath hona jaruri hai, Tabhi PPU me aap Graduation Admission ke liye Form apply kar payegen.

How to Apply Online For Patliputra University Graduation Admission 2021?

Candidates PPU me Graduation Admission ke liye online Form apply karne ke liye niche batye gye step ko follow kar sakte hain.

  • Aap PPU ke official website www.ppup.ac.in par visit karen.
  • Uske baad home page par UG Admission 2021 ke link par click karen.
  • Click karte hi Registration Form open ho jayega.
  • Ab form me puchhi gyi sabhi details ko sahi se bahren.
  • Aur ab submit par click kar den.
  • Last me aap apne Form ka ek print out kar len.
  • Aap is tarah se PPU ke official website par jakar Part 1 Admission ke liye online form apply kar sakte hain.
  • Ise lekar apne sambandhit College me jaye aur apna Fess pay karen, Yadi aapko online payment karna padta hai to College me jama karne ki koyi jarurat nahi hai.

Official Website PPU:- https://ppuponline.in/

Important Document

  • Class 12th Result or Admit Card
  • Inter Pass Provisional Certificate
  • School/College Leaving Certificate
  • Caste Certificate
  • Character Certificate
  • Adhar Card
  • Mobile Number
  • Passport Size Photo & Signature
  • And Email ID

PPU Online Admission Form 2021

Patliputra University Admission 2021Dates 
Admission Start Date To be Announced
Last Date To be Announced
Merit List To be Announced
Online Aavedan FormTo be Announced

Application Fees:-

Course Name Form Fees
UG Course Rs 300/-
Other Course Rs 500/-

Patliputra University Application Form 2021 College Wise

A N College, PatnaForm Fill Up
ANS College, BarhForm Fill Up
B D College, PatnaForm Fill Up
BS College, DanapurForm Fill Up
College of Commerce, Arts, & Science, PatnaForm Fill Up
Ganga Devi College, PatnaForm Fill Up
JD Womens College, PatnaForm Fill Up
Mahila College, KhagaulForm Fill Up
RPM College, PatnaForm Fill Up
G J College, BihtaForm Fill Up
Maltidhari College, NaubatpurForm Fill Up
RLSY College, BakhtiyarpurForm Fill Up
Jagat Narain Lal CollegeForm Fill Up
Kisan College, NalandaForm Fill Up
Nalanda Mahila College, BiharshrifForm Fill Up
Sardar Patel Memoria CollegeForm Fill Up
Sri Guru Gobind Singh College, PatnaForm Fill Up

Leave a Comment