LNMU Admit Card

LNMU Part 1 Admit Card 2021 at lnmu.ac.in

LNMU BA, B.SC, B.COM Part 1 Admit Card Download:- Lalit Naryan Mithila Universtiy ne BA, B.SC, B.COM Part 1 Examination ke liye Admit Card Release karne ja raha hai. Jo bhi Students BA, B.SC, B.COM Part 1 Exam 2020 me bhag lene bale hain ve apna Admit Card iske official site se download kar sakte hain.

Aapko sabse pahle bata den ki LNM University ke dwara BA, B.SC, B.COM Part 1 ka Exam March ke last week ya April me start kar diya jayega. Jiske liye sabhi Students ko Exam se pahle apna Admit Card download karna bahut jauri hai.

Lalit Narayan Mithila Universtiy Part 1 Exam 2020 Admit Card online download karne ke liye is article me puri jankari aap sabhi ko diya ja raha hai jai jise follow karke apna Admit Card aasani purvak download kar sakte hain. Jiska official site ka link bhi niche provide karaya gya hai.

Contents

LNMU BA, B.SC, B.COM Part 1 Admit Card 2021

To yadi aapne bhi LNM Universtiy ke Part 1 me Admission liye hain aur iske liye Registration bhi kar chuke hain to aapko iske Exam me baithne ke liye apna Admit Card download karna hoga. Jiske liye is post me saari information share kiya gya hai.

Lalit Narayan Mithila Universtiy ke tahat Part 1 Exam ke liye badi sankhya me Students ne aavedan kiya tha. Jiske lambe samay ke baad sabhi Students Exam ki date aur Admit Card ki search kar kar rahe hain. Isliye is post ke madhyam se sabhi ko inform kiya ja raha hai ki ve apna Admit Card iske official site se ab online download kar sakte hain.

Aap jan len ki Lalit Narayan Mithila University ke dwara har saal March ya April ke mahine me BA, B.SC, B.COM ke Exam ka aayojan kiya jata hai. To is baar bhi University ne UG / PG Course ke liye Annual Examination ka aayojit karne ke liye taiyar hai. Iske liye Mithila University ne Exam ke liye Time Table aur Admit Card 2020 ko upload karne ka plan bna raha hai.

LNMU Admit Card 2021 1st Year

To jitne bhi Students BA, B.SC, B.CM Part 1 ke Exam me shamil hone bale hain ve apna Admit Card Roll No, Aur Name Wise ke jariye online download kar sakte hain, Iske officialy publish hone ke baad. Aur apna samay weast na karte huye apne Exam ki taiyari achhe se kar sakte hain.

LNMU Part 1 Examination ke liye University ke dwara official site par Admit Card online publish kiya jayega jise aap is page me diye gye link se download kar payegen. Aur sabhi candidates ko Admit Card download karne ke baad use ek print karna hoga, aur apne College ke Principal se verified karbana hoga. To iske bare me latest jankari prapt karne ke liye is page par continue visit karte rahe ya direct iske official site par bhi ja sakte hain.

University nameLalit Narayan Mithila University
Examination nameUG & PG Annual Examination
Academic session year2020
Exam datesMarch – April
Part 1 Admit cardAvailable Soon
Offered coursesBA, B.SC, B.COM and other
Article categoryLNMU Admit Card 2020
Official websitewww.lnmu.ac.in

How To Download LNMU Part 1 Admit Card 2021?

Aap yaha par bataye gye step by step tarike ko follow karke apna Admit Card aasani se online download kar sakte hain. Jiska direct link niche provide karaya gya hai.

  • LNMU ke official site par sabse pahle log in karen.
  • Uske baad aap iske home page par UG Exam 2020 Admit Card ke link par click karen.
  • Yaha par ek naya page open ho jayega jise aap niche tak scroll karke Admit Card link par click kar den.
  • Ab apna Roll No enter karke search par click karen.
  • Ise apne Exam Center par le jane ke liye ek print jarur kar len.
Official Website Click Here
Download Admit Card Part 1 Update Soon

Important Instruction For Candidates

Examination ke dauran Exam dene bale candidates ko Exam se sambandhit apne minde me kuchh mahatvapurn baato ka dhyam rakhan bahut aavashyak hota hai. Jiske liye aapko niche bataya gya hai.

  • Sabse pahle Students ko Exam start hone se 1 hour pahle Exam Centers par pahuchana hai.
  • Aur candidates ko Mobile Phone ya other wise kisi bhi electronic chij ko Exam Center par lekar nahi jana hai.
  • Har Students ko LNMU Admit Card 2020 Exam Centers par lana bahut hi jaruri hai.
  • Aur Admit Card par Students ko kuchh lekhne ki anumati nahi hai.
  • Examination hall me kisi bhi chij ko khane pine ka aadeh nahi diya jayega.

LNMU Part 1 Admit Card College Wise Download Link

L.C.S. College, DarbhangaDownload
M.R.S.M. College, Anandpur, DarbhangaDownload
R.B.J. College, Bela, DarbhangaDownload
M.M.T.M. College, DarbhangaDownload
M. G. College, DarbhangaDownload
N. Jha Mahila College, Laheriasarai, DarbhangaDownload
M.M. College, Kadirabad, DarbhangaDownload
A.M.M. College, Benipur, DarbhangaDownload
Q.A. Degree College, Jale, Darbhanga.Download
Sati-Bharat College, Parari, DarbhangaDownload
Bahera College, Bahera, DarbhangaDownload
S.M.J. College, Khajedih, MadhubaniDownload
Janta Degree College, Korthu, Darbhanga.Download
K.S.R. College, Sarairanjan, SamastipurDownload
P.L.M. College, Jhanjharpur, MadhubaniDownload
P.D.K.J. College, Andharatharhi, MadhubaniDownload
S.N.M. College, Bhairaw Sthan, MadhubaniDownload
A.H.S.A. College, MadhubaniDownload
Lutan Jha College, Nanaur, MadhubaniDownload
Vidhi Mahavidyalay, SamastipurDownload
Janaki Devi Gaurishankar Saraf Degree Mahila College,Jaynagar MadhubaniDownload
Lutan Jha College, Nanaur, MadhubaniDownload
S.M.R.C.K. College, SamastipurDownload
Mahanth Narayan Das College, Chandauli, Ujiyarpur (Samastipur)Download
S.K. College, Thatiya, Rosera, SamastipurDownload
Sant Kabir College, SamastipurDownload
R.L.S.R.M.D. College, Shivajinagar, SamastipurDownload
G.K.P.D. College, Karpoorigram, SamastipurDownload
Chhattu Roy College, Kishanpur ,SamastipurDownload
Mahanth Ram Jiwan Das College, Vishnupur, BegusaraiDownload
R.B.S. College, Teyai, BegusaraiDownload
R.C.S.S. College, Bihat, BegusaraiDownload

Check Details on LNMU Admit Card 2021

Aap apna Admit Card LNMU ke official site se download karne ke baad apni saari details ko check jarur kar len taki usme koyi error to nahi hai. Agar aapke Admit Card me kuchh error rahta hai to apne College se sampark karen. Aur aapko niche bataya gya hai ki Admit Card me kin details ko aap check kar sakte hain.

  • Roll No.
  • Registration No.
  • Name of Candidate
  • Father’s Name
  • College Code and Name
  • Centre Code and Name
  • Subject details
  • Photograph
  • Student signature

Leave a Comment