Sarkari Yojna

Kisan Credit Card Yojna 2022 – PM KCC Scheme Online Apply करने की पूरी जानकारी

Kisan Credit Card Yojna 2022:- Bharat Sarkar, Agriculture, Cooperation, Kisan Kalyan Vibhag and Agriculture aur Kisan Kalyan Mantralay ne Kisan Credit Card Yojna Shuru kiya hai. Jo bhi Chhote Kisan PM Kisan Samman Nidhi kisi bhi Bank se Loan prapt karne ke liye Kisan Credit Card Yojna ke liye aavedan kar sakte hain. Isliye aap sabhi ko is article ke madhyam se Kisan Credit Card Yojna ka labh uthane ke liye puri jankari ke sath iske official website ka link bhi share kiya ja raha hai. Aap is post ko last tak padhkar iske liye aavedan form aasani se online bhar sakte hain.

To jo bhi Candidates Kisan Credit Card Yojna 2022 ka labh uthana chahte hain, Vah is post me di gyi jankari jaise PM KCC Application Form, Registration Process, Yojna Details, Iske liye Form Apply kaise karen, Yojna ka Labh aur Bank wise KCC Loan jaise saari information is page se dekh sakte hain.

Contents

Kisan Credit Card Yojna Apply Online 2022

Bata den ki Agriculture, Cooperation (कृषि, सहकारिता) Aur Farmers Welfare Department (किसान कल्याण विभाग), Kisan Kalyan Mantralay And Bharat Sarkar ne PM Kisan Samman Nidhi ke tahat Kisan Credit Card Yojna ki ghosna kiya gya hai.

PM KCC Scheme

Is KISAN CREDIT CARD YOJNA ko jaisa aap sabhi ko batlaya gya hi Bharat Sarkar yani Pradhan Mantri Shree Narendra Modi ke dwara shuru kiya gya hai. Jiske tahat Bharat ke sabhi Chhote Kisan lagbhag 3 Lakh Rupye tak ka Loan pa sakte hain. To jo bhi Eligible Candidates Kisan Credit Card Yojna ke liye Aavedan karna chahte hain wo iske official website par jakar online Form bhar sakte hain. Jabki iske liye kuchh mahatvapurn document ki aavashyakta hoti hai, Jo aapko is post me niche batlaya gya hai.

PM KCC Application Form 2022 Overview

Aap sabhi ko Kisan Credit Card Yojna 2022 ke liye Online Application Form bharne ke liye kuchh mahatvapurn Jankari table me diya gya hai, Jise aap dekh sakte hain.

Authority Name Government of India
Department NameDepartment of Agriculture, Cooperation & Farmers WelfareMinistry of Agriculture & Farmers Welfare
KCC Scheme Launch UnderPM Kisan Samman Nidhi
Name of SchemeKisan Credit Card Yojna
Scheme Started byPrime Minister Shri Narendra Modi
Beneficiary (लाभार्थि)Small Farmers
Loan AmountRs. 3 Lakh
Article CategoryKKC Online Form 2020
Official Websitepmkisan.gov.in

Kisan Credit Card Yojna 2022

Kisan Credit Card Yojna Bhartiye Kisano ko Finance Companiyo ke dwara high byaaj daron se bachne ke liye is Yojna ko shuru kiya gya hai. Bata den ki KCC Yojna ke tahat byaaj dar bahut kam hai, Jise aap niche dye gye list me pura details ko dekh sakte hain.

  • Loan par diye jane bale byaaj dar 2.00% tak kam ho sakti hai.
  • Aur Bank ke 1.60 Lakh Rupye tak ke Loan par suraksha ki talash nahi kar payegen.
  • Aap jan len ki KCC dharko ko pratyek fasal ke liye alag se Loan ke liye aavedan nahi karna padta hai
  • KCC Yojna ka adhiktam Loan Card Dharak dwara 3 Lakh Rupye tak liye ja sakte hain.
  • Ham kah sakte hain ki kisi bhi Kisan ke Karj ko kam karne ke liye yah bahut hi aavashyak hota hai.
  • Lekin Card Dharak dwara samay se bhugtan nahi karne par chakravirdhi byaaj bhi liya jata hai.

Required Documents For KCC Loan Scheme

KISAN CREDIT CARD YOJNA ka Labh uthane ke liye aapko kuchh Important Document ki jarurat hoti hai jo niche batlaya gya hai.

  • PAN Card
  • Aadhar Card
  • Voter’s ID Card
  • Passport
  • Driving Licence
  • Passport-sized photograph
  • Land documents
  • Any other Government approved photo ID
  • Other documents as prescribed by the bank

KCC Loan Repayment Period

Jaisa ki ham sabhi jan rahe hain ki abhi ke date me COVID-19 Mahamari ke karan Bhartiye Arthavyavastha ko slow kar diya gya hai, Isliye Reserve Bank of India (RBI) ne sabhi Bank aur anya Financial Companies ko Loan ka Repayment par 3 Mahine ke liye anumati di hai. Aur RBI ne sabhi Kisan Credit Card Loan Customers ke liye Loan Repayment ki chhut bhi diya hai, Jiski Loan Repayment ka Date 1 March 2022 se lekar 31 May 2022 ke bich hai. Lekin aur adhik jankari ke liye sabhi Kisano ko apne sambandhit Bank se sampark karna hoga.

RBI ne sirf 3 Month ke liye interest ke Payment ko sthatgit karne ke liye antim rahat pradan kiya hai. To iska matlab yah nahi hai ki Kisan Credit Card par interest maaf kar diye jayegen. Diye gaye date ke bad sabhi kisano ko apna Interest chukana padega.

Kisan Credit Card Yojna Bank Wise Link

Bank Name Official Link
State Bank of India (SBI)Check Here
Punjab National Bank (PNB)Check Here
Bank of Baroda (BOB)Check Here
ICICI BankCheck Here
Allahabad BankCheck Here
Andhra BankCheck Here
Sarva Haryana Gramin BankCheck Here
Canara BankCheck Here
Odisha Gramya BankCheck Here
Bank Of MaharashtraCheck Here
HDFC BankCheck Here
Axis BankCheck Here

Active KCC Yojna State / U.T. Wise

KCC Scheme State Wise

Kisan Credit Card Yojana Ke Liye Online Apply Kaise Karen?

Aap Kisan Credit Card Yojna ka Form Apply karne ke liye niche bataye gye Step by step tarike ko follow kar apna Form aasani se online bhar sakte hain.

  • Aap is post me diye gye link se iske official site par sabse pahle visit karen.
  • Uske baad iske home page par Download KCC Form ke link par click karen.
  • Click karne ke baad ek PDF Form me Application Form open ho jayega.
  • Us Form ko aap ek print out nikal len.
  • Ab form me puchhi gyi sabhi details ko sahi se bharen.
  • Aur apne sambandhit bank me jakar use jama kar den.
  • Bank me jama karne ke baad aapko Kisan Credit Card de diya jayega.
OFFICIAL WEBSITE KCC Click Here

FAQs

Q1. Kisan Credit Card Loan ki Validity kya hai.

Ans:- Kisan Credit Card ki Validity 5 Years ka hota hai.

Q2. Kisan Credit Card ke liye Byaaj dar kiya hai.

Ans:- KCC ke liye byaaj dar Rupye ke sath short term Credit ke liye 7% hai, 3 Lakh Rupye se upar tak ka.

Q3. Mai apna KCC Account Balance ki janch kaise karen.

Ans:- KCC Account Balance ki janch karne ke liye aap jaha se Credit Card pradan kiye hain, Baha se sampark karen.

Leave a Comment