Jharkhand Prvasi Majdur Registration Form:- Jharkhand Sarkar ne Rajya ke bahar fase huye Pravasi Majdur ko unke ghar vapas lane ke liye online Registration Process Start kar diya hai. Jo bhi Pravasi Majdur aur Students ek dusre Rajya me Lockdown Mahamari ke karan bus waha fas chuke hain, Aur wo apna ghar vapas aana chahte hain. To Jharkhand Sarkar ke dwara jaari kiye gye Pravasi Yatra Registration Link par jakar online Form bhar sakte hain. Jiski puri janki is page me niche share kiya ja raha hai.
Is post ke madhyam se Jo bhi Jharkhand Rajya ke Nivasi apne Rojgar ke liye dusre Rajya me chale gye hain wo is Lockdown me apna Ghar Vapas aa sakte hain. Jiske liye aapko Jharkahand Pravasi Registration Online Form Jharkhandpravasi.in par jakar bharna hoga.

Jharkhand Government ke dwara jaari kiye gye official link se Registration Form online bharne ke liye is page me aapko direct link mil jayega, Sath hi Form bharne ke liye aasan method bhi batlaya gya hai. Jise follow karke Registration Form online bhar sakte hain.
Contents
Jharkhand Pravasi Majdur Online Registration Form 2020
Sabhi Pravasi Majduro ko lane ke liye jo dusre Rajya me Lockdown Mahamari ke karan fase huye hain un sabhi ko lane ke liye official notification jaari kiya tha. Jiske tahat Jharkhand Rajya ke jitne bhi Nagrik anya Rajya me fas chuke hain unlogo ke liye Online Registration Form Yojna Shuru kiya gya hai. Jise aap apne ghar baithe online form bhar sakte hain.
Latest Update:- Jharkhand Ke Present Chief Minister Hemant Soren Ne Jharkhand Yatra Registration Form Jaari Kar Diya Hai, Aane Bale Sabhi Pravasi Majdur Ya Students Online Registration Form Bhar Sakte Hain. Aur Jab Aapse Website Khulne Me Problem Ho Raha Hai To Aap Kuchh Samay Ke Liye Ruk Jayen. Uske Baad Link Par Jakar Form Bharen.
Jharkhand Pravasi Registration Form – Overview
Article | Jharkhand Pravasi Registration Form 2020 |
State Government | Jharkhand Sarkar |
Name Of Scheme | Pravasi Yatra Registration |
State | Jharkhand |
Started by | Chief Minister Hemant Soren |
Objective (उद्देश्य) | अन्य राज्यों में फंसे Jharkhand के लोगों की वापसी |
Beneficiary | Pravasi Majdur, Students And Other Person |
Mode of Registration | Online |
Official Website | jharkhandpravasi.in |

Jharkhand Yatra Registration Form
Jharkhand Rajya ke jo bhi Pravasi Majdur alag alag Rajya me lockdown mahamari ke karna fas chuke hain un sabhi ko is post me Rajya Sarkar ke dwara jaari kiye gye online Registration Form bharne ke liye puri jankari yaha par di ja rahi hai, ki aap Ghar Vapas jane bali Train me kis prakar se andar ja payenge aur iske liye kya kya karna hoga ye saari information diya gya hai. Aur upar me Control Room ka Number bhi provide karaya gya hai, Jispar aap Call karke Online Registration ke bare me jankari le sakte hain.
Jharkhand Pravasi Majdur jo dusre Rajyo se aana chahte hain unhe online Registraton karne ke liye direct link ke sath setp by step tarika bhi batlaya gya hai, Taki aap apna Form aasani purvak online bhar saken.
Documents Required To Apply Online
Registration Form bharne bale Pravasi Majduro ko kuchh aavashyak Document ka bhi jarurat pad sakta hai jo niche share kiya gya hai.
- Aadhar Card or Other Identity Card
- Mobile Number
- Aap Jis Rajya Me Hain, Waha ka Addrese
- Native address (मूल निवास का पता)
- And Other Document
झारखंड यात्रा के लिए पंजीकरण कौन कर सकता है?
- Migrant Worker (प्रवासी मजदूर)
- Student (विद्यार्थी)
- Tourist (पर्यटक)
- Other Professional (अन्य पेशेवर)
How To Fill Registration Form Online For Jharkhand Tour, (झारखंड यात्रा के लिए पंजीकरण फॉर्म 2020 ऑनलाइन कैसे भरे) ?
Jharkhand Yatra Registration Form online bharne ke liye aapko yaha par step by step method batlaya gya hai, Aap ise Follow kar aasani purvak apna Form online bhar sakte hain.
- To aap iske official website par sabse pahle visit karen.
- Uske baad iske home page par Registration Form open ho jayega.
- Phir se ek online form aap sabhi ke liye open ho jayega.
- Jisme puchhi gyi sabhi details ko aap sahi sahi bharen.
- Iske baad aap Next par click kar den.
- Aur puchhi gyi sabhi jankari ko bharne ke baad aap submit bale button par click kar den.
- Registration Form accept hone ke baad aapke dwara diye gye mobile number par SMS pratp ho jayega.
Important Link:-
Fill Registration Form | Click Here |
Official Website | Click Here |
Jharkhand Control Room Helpline Number
Agar aapko Registration karne ke baad kisi bhi prakar ki samashya ka samna karna padta hai to yaha par diye gye Jharkhand Control Room Helpline Number par Call kar sakte hain.
- 943136472
- 9431336427
- 9470132591
- 9431336398
- 9431336432
- 0651-2490104
- 0651-2490125
- 0651-2490128
- 0651-2490037
- 6051-2490055
- 0651-2490092
- 0651-2490127
- 0651-2490052
- 0651-2490058
- 0651-2490083
FAQ’s Jharkhand Pravasi Registration
Q. Jharkhand Pravasi Majdur ke liye Online aavedan karneke liye official website kya hai.
Ans:- Jharkhand Pravasi Majdur Registration karne ke liye aap jharkhandpravasi.in par ja sakte hain.
Q. Jharkhand Pravasi Majduro ke liye Online Registration kaise karen.
Ans:- Aap official website par click karne ke baad Registration Form khul jayega, Jise bharkar submit par click kar den.
Q. Kya hame Jharkhand me vapas aane ke liye Form bharna jaruri hai.
Ans:- Ha, Jharkhand Rajya me vapas aane ke liye Form bharna jaruri hai.
Q. Jharkhand Pravasi Majdur Registration form apne Moble se bhar sakta hai.
Ans:- Ha, aap apne Mobile aur Computer dono se Registration Form bhar sakte hain.
To aap sabhi ko bataya gya ki aap kis prakar se oline Registration Form bhar sakte hain, Jiske liye aapko step by step method bhi batlaya gya, And saari jankari uplabdh karaya gya hai. Yadi aapko is Application Form se judi koi samashya hai to niche diye gye comment box se puchh sakte hain.
Jankari ke liye dhanyabad
Mr. May I am a migrant laborer, I am likely to get some employment. I am a diploma holder and have three years of work experience May Mumbai I was living for 3 years and I lost my job in Corona epidemic that with your help I can get any diploma level job I will be forever grateful to you for this and a responsible citizen of the state of jharkhand