IAS Full Form in Hindi:- Yadi aap IAS ka Full Form janna chahte hai, To is article me aap sabhi ke sath IAS se judi sari jankari share ki gayi hai. IAS Full Form, IAS Kya Hai, IAS Ka Matlab, IAS Bante Kaise hai, in sabhi savalon ka javab aapko is article me mil jayenge. Niche is article me IAS ke bare me sari jankari Hindi me di gayi hai. To Doston, IAS Full Form in Hindi aur IAS ki Histoy janne ke liye is post ko last tak padhen.
IAS hamare desh ka sabse important post hai, Bharat ke samaj me IAS ko sabse Honoured(Sammanit) Job mana jata hai. Aur is course me achhe number ke aadhar par hi Candidate ka chunav kiya jata hai. To aaiyie sabse pahle jante hai IAS ki Full Form jante hai, aur uske bad samny jankari prapt karte hai.
Contents
IAS Full Form in Hindi
IAS ki Full Form – “Indian Administrative Service” hoti hai. IAS ko Hindi me “भारतीय प्रशासनिक सेवा” kahte hain. IAS ek bahut hi Important Post hai, Jiska India me hasil karna har kisi ka Sapna hota hai. IAS se judi sari job India ki Top Jobs hoti hai. Yah administrative civil service hai jise Bharat Sarkar aayojit karti hai.
IAS Exam ko India me hone bale sabhi Exams me Top Exam mana jata hai, IAS ka Exam bahut hi competative exam hota hai. Is Exam ko Union Public Service Comission (UPSC) ke dwara operate kiya jata hai. Ise sabse uchh shreni ki sarkari naukri mani jati hai hai jiske liye lakhon log har saal UPSC exam dete hain. UPSC exam se IAS aur IPS ki bharti hoti hai jiske liye bahut kathin parishram kiya jata hai IAS aspirants ke dwara.
Ab aapko IAS ke related kuchh aur bhi full form hain jo aapke liye upyogi saabit ho sakti hai.
IAS – Indian administrative services |
IPS – Indian police service |
DM – District magistrate |
IRS – internal revenue service |
IFS – Indian foreigners service |
UPSC Exam me Top Rank hasil karne bale candidate ko IAS banaya jata hai. IAS adhikari sansad me banne bale kanoon ko apne ilakon me lagu karvate hai. Sath hi nayi Policies aur Law bhi banane me aham yogdan nibhate hain. IAS officier Cabine Secretary, Under secretary aadi bhi ban sakte hai.
IAS Ke Liye Eligibility
IAS Exam me baithne ke liye Candidates ke pass in eligibility ka hona anivary hai. Aaiyie jante hai – IAS Exam me baithne ke liye Aapka Indian Citizen hona bahut jaruri hai. Aapka kisi bhi Affiliation University se Graduation ki Degree complete honi chahiye. Iske bad aapka Age kam se kam 21 Varsh aur jyada jyada 32 Varsh honi chahiye. Aur yadi aap OBC se hai aapko maximum age 35 Varsh aur yadi aap SC/ST se hai, To aapki maximum age 37 Varsh honi aavshyak hai.
IAS banne ke bad aapko niche di gayi Jobs me se koi bhi job lag sakti hai. IAS Officer ko milta hai yah post:-
- District Collector
- Chief Secretary
- Heads of public sector units
- Cabinet secretary
- Commissioner
- Election commissioner etc.
IAS Exam Kab Hoti Hai
IAS ki Exam Union Public Service Commission (UPSC) ke dwara operate ki jati hai. IAS ka Exam sal me sirf aur sirf ek bar aayojit ki jati hai. Generally yah Exam December ya January me aayojit ki jati hai. Iske liye aap form aap apne najdiki Post office se le sakte hai, Iske form sabhi Head Offices me uplabdh hoti hai.
Sabse pahle aapko bata den ki UPSC ki Civil Services Services Examination me Pre, Mains aur Interview pass karne ke bad IAS, IPS, IFS adhikari chune jate hai. IAS ban ne ke liye aapko UPSC ka exam pass karna hoga aur usme bhi aapko pahle UPSC pre exam pass karna hoga aur uske baad UPSC mains exam bhi pass karna hoga aur yadi aap dono exam me qualify kar jate hain to aapko Interview ke liye bulaya jayega aur tab merit list ban ne ke baad aap IAS ban sakte hain.
IAS Kaise Bane
Ab aap jan chuke hai ki IAS ki full form kya hai aur Yah kitni powerful job hai. To aayie jan lete hai IAS kaise bana jata hai. IAS banne ke liye mukhya aadhikarik Nirdesh aur Niyam hai, jisko palan karke aapko iske liye aavedan karna hai.
- IAS banne ke liye aap sabse pahle drdh nischay kar len.
- IAS banne ke liye 12th pass karne bad iski jankari prapt karte rahe.
- Intermediate pass karne ke bad Graduation Course kare aur usme 50% Marks layen.
- Graduation Complete karne ke bad aavedan kar sakte hai.
- Jab iska Notification jari ho tab aap IAS Exam ke liye Applt karen.
- Pre Pass hone ke bad UPSC Mains Exam ki tyari me lag jayen.
- Aur last me aapko apne Interview ke liye behtarin ranniti banani hoti hai.
- Aur in sabhi ke bad aapka IAS me Selection hota hai.
IAS Related Full Form
UPSC Full Form | Union Public Service Commission |
IAS Full Form | Indian Administrative Services |
ESE Full Form | Engineering Services Examination |
CMSE Full Form | Combined Medical Services Examination |
CSE Full Form | Civil Services Examination |
ISS Full Form | Indian Statistical Service Examination |
IES Full Form | Indian Economic Service |
NDA Full Form | National Defense Academy |
CDSE Full Form | Combined Defense Services Examination |
Conclusion
Aaj ke is post me hamne jana IAS Ki Full Form Hindi Me. IAS se juri sari jankari IAS Kya Hota hai, IAS bante kaise hai, IAS ki Job, aapke sath is share ki gayi hai. Yadi aapko abhi bhi IAS se juri koi problem hai to use aap niche comment box me comment kar puchh sakte hai. Aur Yadi aapko yah Article pasand aayi ho to ise share jarur kare.
आपने आईएएस के बारे में बहुत ही अच्छी जानकारी दी है