Full Form

HR Full Form In Hindi, HR का फुल फॉर्म क्या होता है

HR Full Form In Hindi:- Hello Friends, To aap sabhi ko aaj ke is post me HR ka full form bataya ja raha hai, Kya aap jante hain ki HR ka full form kya hota hai, ya ise hindi me kya kahte hain, HR kya hai, agar aap nahi jante hain to aapko yaha par puri jankari mil jayegi. Aap is post ko pura padhkar HR ke bare me jankari prapt kar sakte hain. Is page me aap sabhi ko HR ke full form ke saath is se judi aur bhi jankari aap sabhi ke saath yaha par share kiya ja raha hai.

Contents

HR Full-Form – Human Resources

HR ka full form Human Resources hota hai, Aur ise hindi me (मानव संसाधन) kaha jata hai. Yah kisi Organization me logo ko Management, Recruitment aur other work ke jimedar hote hain.

Bata den ki Human Resources word 1960 me pahli baar laya gya tha. HR kisi Organization ka kaam Institute ya Organization me work karne bale staff ke interest aur unke hak ka bhi dhyan rakhna hota hai.

Ek Company ke successful hone me adhik sambhavna tabhi hoti hai jab vo apne sabhi Employees ko achhi tarah se manage karta hai. Is tarah se kisi Institute ya Organization ke liye HR ki bhumika bahut aavashyak hoti hai.

Human Resource Management ko kisi bhi company se sabse important department me se ek mana gya hai. Bata den ki HR ke upar company me kaam karne bale sabhi workers ya employees ki jimedari hoti hai. Aur jab News workers company me kaam karne ke liye bharti kiye jate hain to un sabhi ko company ke rules and regulations ke bare me samjhne ka kaam bhi HR ko hi diya jata hai. HR ke aur bhi bahut saare kaam hai jise workers ko kaam ke liye training dene aur quality ke hisab se unki salary decide karna hota hai. Ek HR company ki sampati ke har staff ko smajhta hai us company ke sabse adhik successful hone ki jyada sambhavna hoti hai, jiske staff honest hote hain, Aur kaam ke liye nirdharit hote hain.

HR ki Responsibilities –

Ek HR (Human Resources) Manager ki kayi saari Responsibilities hoti hai, Jinme se ek important Responsibility hai. Jise aap niche se dekh sakte hain.

Recruitment Process
  • Job Ads ko Post karna.
  • Submit kiye gye Resumes ko Organize karna.
  • Interviews ke Time ko Manage karna.
  • Interviews lena aur process me saath dena.
Payroll and Benefits Administration
  • Payroll ka Review karna.
  • Company ke liye benifit task me bhag lena. Jaise – (Claim Resolutions).
  • Benefit Statements ko acept karna.
  • Payments ke liye invoice ko approve karna.
  • Holiday aur disease ke samay ko sunishchit karna.

HR Ke Liye Qualification

HR banne ke liye candidate ke pass Human Resource Management me Master Degree honi chahiye. Jiske liye aap niche se dekh sakte hain.

  • Master of Human Resource Management (MHRM)
  • Post Graduate Diploma in Human Resource Management (PGDHRM)
  • Post Graduate Diploma in Human Resource Development (PGDHRD)
  • Master of Human Resource and Organizational Development (MHROD)

Aur candidate ke pass in sabhi Course me aavedan karne ke liye eligibility criteria kisi bhi subject se Graduate hona chahiye. Master Degree 2 Years ki hogi aur PG Diploma Degree 1 Years ki Period ka hoga.

Jo ki main roop se in Programs par Entry qualification exam group discussion aur interview par aadharit hoga.

Institute ke adhar par selection process different ho sakti hai. Lekin bahut saare Institute Cant me IIM dwara Exam me prapt marks ke adhar par students ko accept kiya jata hai. MAT dwara All India Management Association, XAT dwara Xavier Institute jaise honge. Aur kuchh Institute in Course keliye apni Exam aayojit karte hain.

Leave a Comment