Admit Card

HP Vidhan Sabha Admit Card 2022 (डाउनलोड) Link: Check Exam Date Here

HP Vidhan Sabha Admit Card 2022:- Hello Friends, Himachal Pradesh Vidhan Sabha Class 4th, Clerk & Other Post Exam 2022 ke liye Admit Card and Exam Date release kar diya gaya hai. HP Vidhan Sabha Secretariat Admit Card online iske official website @hpvidhansabha.nic.in par release kiya gaya hai. Sabhi eligible candidates apne Application No. & Date of Birth ke jariye HP Vidhan Sabha Admit Card 2022 online download kar sakte hai.

HP Vidhan Sabha Class 4th, Clerk & Other Post Recruitment ke liye online exam May 2022 me conduct hone ja raha hai. Jin bhi candidates is recruitment ke liye form apply kiya hai, Ve sabse pahle is article me diye gaye link se HP Vidhan Sabha Call Letter online download kar sakte hai. HP Vidhan Sabha Admit Card 2022 online kaise download karna hai, Iski jankari is article me share kiya gaya hai.

Latest Update:- HP Vidhan Sabha has released Class 4th, Clerk & Other Post Admit Card 2022 on its official website @hpvidhansabha.nic.in. You can get your Admit Card through this article. A direct link to download the HP Vidhan Sabha Exam Admit Card is given below.

Contents

HP Vidhan Sabha Admit Card 2022

Himachal Pradesh Vidhan Sabha ke officials Class 4th, Clerk & Other Post Exam May 2022 me conduct karne ja rahe hai. Sabhi candidates ko HP Vidhan Sabha Admit Card 2022 download karna hoga Aur Ve written test me shamil hone se pahle admit card download kar sakte hain. HP Vidhan Sabha ne apne official website @hpvidhansabha.nic.in par jari kiya hai, Jise aap sidhe is page me diye gaye link se download kar sakte hai.

Aap sabhi candidates ko is HP Vidhan Sabha Exam 2022 me shamil hone ke liye sabse pahle Admit Card download karna hoga. Aap sabhi candidate is page me diye gaye link se apna admit card online download kar sakte hai. Hamne niche iske official website se Class 4th, Clerk & Other Post Admit Card 2022 Download karne ka method bhi share kiya hai.

HP Vidhan Sabha Admit Card 2022– Overview

Board NameHimachal Pradesh Vidhan Sabha Secretariat
Post NameClass 4th, Clerk & Other Post
Total PostVarious Post
Article CategoryHP Vidhan Sabha Admit Card 2022
Exam DateMay 2022
Admit Card ModeOnline
Admit Card StatusAvailable Now
Official Websitewww.hpvidhansabha.nic.in

HP Vidhan Sabha Secretariat Exam Date 2022

HP Vidhan Sabha dwara jari ki gayi latest notification ke anusar Class 4th, Clerk & Other Post Exam May 2022 me conduct kiya jayega. Is Exam ke liye ek badi sankhya me candidates ne apply kiya hai. Ve sabhi candidates apna admit card online download kar sakte hai. HP Vidhan Sabha Call Letter 2022 download karne ki puri jankari niche share ki gayi hai.

HP Vidhan Sabha ne apne official website @hpvidhansabha.nic.in par Class 4th, Clerk & Other Post Admit Card online jari kar diya hai. Sabhi eligible candidates apne Application No. & Date of Birth ke jariye online admit card download kar sakte hai. HP Vidhan Sabha Admit Card 2022 download karne ke liye direct link niche share kiya gaya hai.

How To Download HP Vidhan Sabha Admit Card 2022?

HP Vidhan Sabha Exam 2022 me present hone bale candidates niche bataye gye steps ko follow karke Admit card online download kar sakte hain.

  • Sabse pahle HPeVidhan ke official website http://hpvidhansabha.nic.in/ par visit karen.
  • Iske home page ke “Class 4th, Clerk & Other Post Admit Card 2022” ke option par click karen.
  • Ab “HP Vidhan Sabha Exam Admit Card” link par click karen.
  • Aapke samne ek new page open ho jayega.
  • Isme aapko apna “Application Number & DOB” enter karke Search button par click karna hai.
  • Aapka HP Vidhan Sabha Call Letter screen par show ho jayega.
  • Admit Card download karen, Aur exam centers par lekar jane ke liye ek pritnout nikal len.
HP Vidhan Sabha Admit CardDownload Here || Link 2
Official Websitehttps://evidhan.nic.in/

Details mentioned on HP Vidhan Sabha Admit Card

  • Candidate’s Name
  • Roll Number
  • Center Code & Address
  • Date of Birth
  • Exam Date & Timings
  • Category
  • Father’s/ Mother’s Name
  • Gender (Male/ Female)
  • Candidate’s Photograph & Signature
  • Reporting Time
  • And Other Important Instructions.

Aap sabhi candidates is pakar HP Vidhan Sabha Exam Admit Card 2022 online download kar sakte hai. Yaha hamne HP Vidhan Sabha Exam 2022 se related sabhi jankari share kiya hai.

Yadi aapke paas abhi bhi isse related koi saval hai, To aap apna saval niche comment box me puch sakte hai. Ham aapke har saval ka javab denge

Leave a Comment