DBT Agriculture Department / Government of India / Sabhi kisano Ko Labh Pauchane Ke Liye / DBT Agriculture / DBT Agriculture Scheme / DBT Agriculture Scheme Se Sambandhit Jankari / Department of DBT / DBT Agriculture Department Former Registration / Online Registration Form DBT Department / DBT Agriculture Bihar.
Contents
DBT Agriculture Bihar Registration 2021
DBT Agriculture Bihar Registration 2020:- GOVERNMENT OF INDIA ke dwara sabhi Kisano ko Labh Pauchane ke liye aaj ke date me bahut saare Yojna chalayi ja rahai rahi hai, Aur in Yojna ka sanchalan DBT Agriculture Department (DBT कृषि विभाग) ke tahat kiya ja raha hai.
Aise to aap sabhi ko bata den ki DBT Agriculture Deparment ka main roop se sabhi Kisano ko paise bhejne ka kaam hi hota hai, Aur is DBT Agriculture Department ka ek portal bhi banaya gya hai, Jiske tahat Kisan ka byoura ikatha kiya jata hai. Aur unhe paise ka sthanantran Direct Benefit Transfer ke Madhyam se kiya jata hai.
dbt agriculture bihar village in registration
DBT Agriculture Department pure Bharat me Central Government ka Yojna hai, Lekin DBT Agriculture ke tahat sabhi State ke liye alag alag DBT Agriculture Department banaya gya hai. Jis se sabhi alag alag Rajya ki dwara un portal par un State ke Kisano ka Registration karaya jata hai, Aur un sabhi ko Rajya Sarkar ke dwara chalaye jane bali Yojna ka labh mil pata hai. Isliye aap sabhi ko is article me isse judi sabhi jankari diya ja raha hai, Jise aap follow karke iske liye Online Registration Form kafi aasani se bhar sakte hain.
Aap sabhi ko is post ke madhyam se batana chahuga ki DBT Agriculture ke tahat bahut saare Kisan kaam kar rahe hain. Lekin DBT Agriculture Portal har State ke liye alag alag hai, To aapko form bharne ke samay is baat ko dhyan jarur rakhna hai ki Rajya Sarkar ke dwara Kisano ke liye kaun si Yojna ko chalaya ja raha hai. Aur apne Rajya ke DBT Poral par in sabhi Yojnao ke liye aavedan kar sakte hain.
Vaise to Farmer Registration ki to sabhi State ke liye dbt agriculture portal ke dwara hi Farmer Registration kiya ja sakta hai.
Bihar Kisan Registration 2021 Overview
Name of The Scheme | Bihar Kisan Registration |
Type of Scheme | Central Govt & All State Govt Scheme |
Department Name | DBT Agriculture Bihar |
Launch of Year | 2019 |
Beneficiary | Small and Marginal Farmers |
Scheme | Rs.6000/- Per Year |
Instalment | Three |
Application Mode | Online Mode |
Official Website | dbtagriculture.bihar.gov.in/ |
Farmer Registration via DBT Agriculture
Yadi aap bhi ek Bihar Rajya ya other wise kisi bhi rajya ke nivasi hai aur Central Government and Rajya Sarkar ke dwara chalaye jane bale Yojnao ka labh uthana chahte hain. To DBT Agriculture Bihar ke official site dbtagriculture.bihar.gov.in par iske liye aavedan kar sakte hain.
Jo is post se State Government ke dwara sabhi Kisano ke liye chalane bali Yojnao ke liye online Application Form bhar sakte hain. Aur niche Government of Bihar ke dwara Kisano ke liye Chalaye jane bale Subsidy Yojna nimnlikhit hai.
1. कृषि इनपुट अनुदान योजना.
2. प्रधानमंत्री किसान सम्मान निधि योजना.
3. पुनर्विचार हेतु आवेदन प्रधानमंत्री किसान सम्मान निधि योजना.
4. सूखाग्रस्त प्रखंडों के लिए कृषि इनपुट सब्सिडी योजना.
5. पुनर्विचार सूखाग्रस्त प्रखंडों के लिए कृषि इनपुट सब्सिडी योजना.
6. डीजल अनुदान खरीफ.
7. प्रधानमंत्री कृषि सिंचाई योजना.
8. कृषि यंत्रीकरण योजना.
9. बीज अनूज्ञापित राज्य सरकार हेतु आवेदन.
10. बीज अनुदान योजना आवेदन.
To yaha par aap sabhi ko total 10 Yojna ki bare me jankari di hai, In sabhi Yojnao ke tahat Bihar ke sabhi Kisan dbt agriculture bihar ke madhaym se is post me diye gye link par jakar online Registration kar sakte hain.
How To Apply For DBT Agriculture Bihar Kisan Registration Online

Aap sabhi ko yaha par DBT Agriculture Kisan Registration karne ke liye step by step tarika batlaya gya hai, Jise follow karke iske official website par jakar online aavedan form aasani se bhar sakte hain.
- Aap is page me diye gye link se DBT Agriculture Bihar ke official website par sabse pahle visit karen.
- Ab aap iske home page par Registration bale tab par click karen.
- Click karne ke baad aapke samne ek Registration Form open ho jayega.
- Phir aapke samne ek option aayega.
- Ab aap iske liye Registration karke us option par click karen.
- Aur Demographic + OTP ke madhyam se Registration Form ko open kar sakte hain.
- Ab apna Adhar No aur Name ko enter karen.
- Yaha par Registration Form open ho jayega, Jisme puchhi gyi sabhi details ko enter karen.
- Ab ise final submit par click kar den.
- Aur last me Registration Form bharne ke baad uska ek print out nikal len.
Official Website | CLICK HERE |
Documents Required For Bihar Farmer Registration
DBT Agriculture Farmer Registration karbane se pahle aapke paas kuchh aavashyak document hona bahut hi jaruri hai, Jo aapko niche table me batlaya gya hai.
- Aadhaar linked mobile number
- Aadhar Card
- Farmer’s bank statement
Ab aapko bata den ki Central Government ke dwara sabhi Kisan ko bahut saare Yojna ka labh diya ja raha hai, Jiske liye sabse pahle online Registration karbana bahut hi jaruri hota hai.
Jo bhi Kisan DBT Agriculture Yojna ke liye Registration karna chahte hain to is page me diye gye saari jankari ke anusar apna Registration online kar satke hain. Yadi aapko Registration Form bharne me jyada prashani ho rahi hai to niche diye gye comment box se puchh sakte hain.
Leave a Comment