kanya utthan yojna, kanya utthan yojana 2022 online apply, kanya utthan yojana form pdf, kanya utthan yojana 2022 bihar, kanya utthan yojana 2022, kanya utthan yojana form, kanya utthan yojana online apply, kanya utthan yojana ka list, mukhyamantri kanya utthan yojana form pdf download, mukhyamantri kanya utthan yojana ka paisa kab milega, kanya utthan yojana latest news, mukhyamantri kanya utthan yojana bihar helpline number, what is mahila utthan yojana, kanya utthan yojana college list, mukhyamantri kanya utthan yojana list, mkuy bihar,
Mukhyamantri Kanya utthan Yojna 2022:- Bihar Sarkar ke dwara Rajya ke sabhi Ladakiyo ko Uchh Shiksha uplabdh karbane aur protsahit karne ke liye is Yojna ko shuru ki gyi hai. Bata den ki is Yojna ke tahat Bihar Rajya ke sabhi Ladakiyo ko Rs. 54100 Rupaye ki Rashi Bihar Sarkar ke dwara unke aarthik sahayata ke roop me pradan ki jayegi.
Yah Mukhyamantri Kanya Utthan Yojna ke antartgat Ladakiyo ko unke janm se lekar unki Graduation ki Siksha Prapt karne tak ke Total Rs. 51400 Rupaye ki Rashi pradan ki jayegi. Jo bhi ichhuk Labharthi is Yojna ka labh uthana chahte hain, Wo Mukhyamantri Kanya Utthan Yojna ke official website par jakar iske liye Application Form Online bhar sakte hain.
Isliye aap sabhi ko is article me Kanya Utthan Yojna se judi sabhi jankari jaise Application Process, Registration Form, Eligibility Criteria, Document, Iske liye onlne aavedan kaise karen saari information diya ja raha hai. Aap is post ko last padhkar Mukhyamantri Kanya Utthan Yojna 2022 ka labh aasani se prapt kar sakte hain.
Contents
Mukhyamantri Kanya Utthan Yojna Bihar 2022
Aap sabhi ko malum hona chahiye ki Mukhyamantri Kanya Utthan Yojna ke tahat Bihar Rajya ke sabhi Balikaon ko Intermediate 12th Pass karne ke baad Sarkar ke dwara Rs. 10000 Rupaye ki protsahan Rashi pradan kiya jayega, Aur unko Graduation Pass karne ke baad Rs. 25000 Rupaye ki Rashi provide karayi jayegi.
Aaj ke samay me is Mukhyamantri Kanya Utthan Yojna ka labh Rajya ke 1.60 Crore Avivahit Ladakiyo ko diya jayega, Lekin is Yojna ka labh ek Parivar ki sirf 2 Ladakiyo ko hi milega. To yadi aap abhi is Yojna ka labh uthane ke liye utsahit hain tab aap iske official website par jakar Online Registration Form bhar sakte hain, Jiski sabhi details jankari is page me niche provide karaya gaya hai.
Bihar Mukyamantri Kanya Utthan Yojna 2022 – Overview
Name of The Scheme | Bihar Kanya Utthan Yojna |
Launched by | Mukhyamantri Nitish Kumar |
Name of Deparment | Women’s Welfare Department |
Start Application Date | Available Now |
Last Date of Application Form | Not Announced |
Beneficiary | State Girls |
Types of Scheme | State Government Scheme |
Application Mode | Online Mode |
Post Category | Bihar Kanya Utthan Yojna 2020 |
Official Website | http://edudbt.bih.nic.in/ |
Installments of Bihar Chief Minister Kanya Utthan Yojana
To aap is Yojna ke tahat Sarkar dwara diye jane bali Ladakiyo ko Rs. 51400 /-Rupaye ki kul Rashi unke aarthik sahayata ke roop me kai kishto me pradan karaya jayega, Jise aap niche se dekh sakte hain.
1. Bihar Mukhyamantri Kanya Utthan Yojna 2022 ke antargat sabse pahle Ladki ke Janm hone par Rs. 2000 Rupaye ki Rashi Ladki ke Mata Pita ke Bank Account me bhej diye jayenge.
2. Uske baad Balika ke Tikakaran hone par Rs. 1000 Rupaye ki Rashi pradan kiya jayega.
3. Aur Balika ko 1 Varsh pura hone par Rs. 2000 Rupaye pradan kiya jayega.
4. Iske baad Ladki ko Intermediate Pass karne par Rs. 10000 Rupaye ki Rashi di jayegi.
5. Aur jab inhone Graduation Pass kar liya hai to Rs. 25000 Rupaye ki Rashi Sarkar ke taraf se provide karaya jayega.
Uniform Funds के लिए दी जाने वाली राशी
Ab aapko Uniform Funds jo pahle ke samay me sabhi Balikaon ko Uniform ke liye diye jate the, Jo aapko niche table me bataya gya hai aap dekh sakte hain.
Years | Amount |
1 To 2 Years Old Girls | Rs. 400 Rupaye |
3 To 5 Years Old Girls | Rs. 500 Rupaye |
6 To 8 Years Old Girls | Rs. 700 Rupaye |
9 To 12 Years Old Girls | Rs. 1000 Rupaye |
Lekin ab Rajya Sarkar ke dwara Uniform Funds ki Rashi me increase yani (बढ़ोत्तरी) kar diya gya hai, Jise aap dekh sakte hain.
Years | Amount |
1 To 2 Years Old Girls | Rs. 600 Rupay |
3 To 5 Years Old Girls | Rs. 700 Rupaye |
6 To 8 Years Old Girls | Rs. 1000 Rupaye |
9 to 12 Years Old Girls | Rs. 1500 Rupaye |
Important Document For Kanya Utthan Yojna
- Aadhar Card
- Bank Account Passbook
- Marks of Intermediate Certificate
- Graduation Marksheet
- Mobile Number
- Passport Size Photo
Eligibility Criteria:-
- Sabse pahle to Ladki ko Bihar Rajya ka ek sthai nivasi hona chahiye.
- Is Yojna ka Labh ek Parivar ke sirf 2 Ladakiyo ko hi diya jayega.
कन्या उत्थान योजना बिहार के लिए ऑनलाइन फॉर्म कैसे भरें?
Jo bhi Labharthi Mukhyamantri Kanya Utthan Yojna ka Labh prapt karna chahte hain un sabhi ke liye yaha par sabse aasan tarika batlaya gya hai, Jise follow kar iske official site se online aavedan kar sakte hain.
- Aap Mukhyamantri Kanya Utthan Yojna ke official site par visit karen.
- Iske home page par is Yojna se sambadndhit link dikhai dega, Aap us link par click karen.
- Click karne ke baad is Yojna ke liye aavedan form bharna hoga, Aur Aavedan Form ke option par click karen.
- Click karne ke baad ek naya page khul jayega jis par Balika ka Registration Number aur Date of Birth enter karna hoga.
- Registratin Number aapko apne School / College se jakar prapt karna hoga.
- Ab aapko aavedan form me puchhi gyi sabhi details ko bharna hoga.
- Form ko achhi tarah se bharne ke baad aap submit bale button par click kar den.
- Aur is Form ko ek print out nikal len.
Important Link:-
Apply Online Aavedan Form | Click Here |
Official Website | Website |
How To Apply For कन्या Utthan योजना (Graduate)
- Iske official website par visit karen.
- Home page se Graduate karne bale Female students Link 1 or Link 2 par click karen.
- Aapke samne ek page open ho jayega, Jisme aapko “पंजीकरण करने के लिए यहाँ क्लिक करे” ke option par click karna hoga.
- Yaha par Registration form open ho jayega, Jisme puchhi gyi sabhi details ko enter karen.
- Ab aap Register bale button par click kar den.
- Iske baad aapko User ID aur Passward ka upyog karke “लॉगिन करने के लिए यहां क्लिक करें” ke link par click karna hai, Aur agle process ko pura karna hai.
Official Link | Link 1 orLink 2 |
Online Registration | Registration Form |
CM Girl Graduate Incentive Scheme Application Status Check
- Aap iske official site par jayen.
- Iske home page se Link 1 ya Link 2 par click karen.
- Ab aapko View Application Status of Students bale option par click karna hai.
- Yaha par ek page open ho jayega, Jisme apna Aadhar Card, Account Number se enter karke select karen,
- Aur search par click kar den.
Check Graduate Incentive Scheme Status | Go – Here |
Mukhyamantri Kanya Utthan Yojna का उदेश्य
Government of Bihar ke dwara diye jane bali Mukhyamantri Kanya Utthan Yojna ka mukya udeshy hai ki Bihar Rajya ki sabhi Balikaon ka Higher Education, unke aarthik sahayata pradan karna aur unhe shikshit banana hai.
Itna hi nahi Mukhyamantri Kanya Utthan Yojna 2022 ke antargat Rajya ke sabhi Balikaon ko Education Field me unke Future ko ujbal banane ka main udeshy hai, Sath hi is Yojna ke tahat Ladakiyo ke sath ho rahe Negligence (लापरबाही) ko kam karana hai.
Aur jo Mata Pita apne Ladakiyan ko nahi pada pate hain un sabhi ko Financial Sahayata pradan karbana hai, Jo ki is Yojna ka labh Har Vyakti, Har Dharm, Har Varg ke logo ko diya jayega.
Leave a Comment