Admission BNMU

BNMU Graduation Admission 2022 | UG Admission Online Form

BNMU Graduation Admission 2022 Application Form online:- Hello Guys, Agar aap Bhupendra Narayan Mandal University me BA, B.SC, B.COM Course me Admission lena chahte hain, To BNM University ne Graduation Course me Admission Session 2022 ke liye notification jaari kar diya hai. Aur University ne bahut jald Part 1 Admission ke liye online aavedan form lene ja raha hai, Jo bhi Eligible candidates hain ve iske liye Application form BNMU ke official portal par online bhar sakte hain.

Jo bhi Students 12th Intermediate kisi Board jaise CBSE Board, BSEB Board ya other wise kisi bhi Board se pass kar chuke hain, Aur (BNMU) Bhupendra Narayan Mandal University Graduation Course BA, B.SC, B.COM me Admission lene ke liye soch rahe hain. To ve iske official site par jakar online aavedan form bhar sakte hain, Iske officialy jaari karne ke baad.

To is University me Graduation Course me jo bhi Students Admission lene bale hain wo is article ko ant tak padhkar BNMU Graduation Admission Session 2022 ke bare me sabhi jankari jaise Eligibility Criteria, Admission ke liye aavedan form kaise bharen, Iske liye Application Fees aur bhi mahatvapurn jankari ko prapt kar sakte hain.

Contents

BN Mandal University UG Admission 2022 Application Form

Ab aap sabhi ko bata den ki Bhupendra Narayan Mandal University me online aavedan form ki prakariya bahut jald shuru kar di jayegi, Sabhi Students Session 2022 ke liye BNMU se samabndhit sabhi College me Admission ke liye online Application Form iske official website www.bnmumis.in par bhar sakte hain.

BNMU me (UMIS) University Management Information System ke madhyam se Admission Session 2022 Aavedan Form ka aayojan kiya jayega. To yadi aap bhi BNMU me UG Course BA, B.SC, B.COM me Admission lena chahte hain tab iske official site se is page me niche diye gye official link ki madad se online form bhar sakte hain.

Jabki University ne pichhle saal UG Course ka Admission Bihar Board ke dwara OFSS ke madhyam se kiya tha. Lekin is saal University management Information System UMIS ke madhyam se Admission Porcess ko start karne ja raha hai. Aavedan karne bale sabhi candidates ko BNMU ke official website par jakar Admssion 2022 ke liye khud se Register karne ke liye form bharna hoga.

Aur sabhi Students ko Graduation Course 2022 ke liye Application Form bharne ke baad University ke dwara College wise Merit List taiyar kiya jayega, Phir aap iske sambandhit College me jakar Admission le payenge.

UG Admission in BNMU 2022 Overview

Bhupendra Narayan Mandal University ke dwara Admission lene bale sabhi Students ko vibhin Graduate Course jaise University Sciences, Social Sciences, Humanities, Commerce, Management Studies, Law, Education, Medicine and Library Sciences jaise Course ke liye offer pradan kiya jata hai. Aise to abhi aap 12th Pass kiye huye hain to Graduation Course Part 1 ke liye hi online aavedan form bhar sakte hain.

Name of The University Bhupendra Narayan Mandal University (BNMU)
Course offeredUG Course (BA, B.SC, B.COM)
Post Category BNMU Admission Online Form 2021
Academic Session 2021
Form Fill Up Mode Online Mode
Issue Admission Online Form 2021
Online Form Start Update Soon
Official Website https://bnmuumis.in

BNMU Admssion Details 2022

Bhupendra Narayan Mandal University ke Authority ne Admission 2022 ke liye online Application Form bahut jald shuru karne ja raha hai, Jo aap sabhi ke liye niche diye gye table link ko update kar diya jayega. Aur aap apna aavedan form is page se aasani purvak online bhar payenge.

  • B.A – Bachelor of Arts
  • B.Com – Bachelor of Commerce
  • B.Sc – Bachelor of Science
EventsDate
Application Form Start dateMay 2021
Last date of Application formMay 2021
First Selection Merit listComing Soon
Admission StartsComing Soon
Final Merit ListComing Soon

Eligibility Criteria For BNMU Admission 2022

BNMU me UG Course me Admission ke liye Candidates ko eligible hone ke liye University ke dwara nirdharit kiye gye Eligibility Criteria ko pura karna hoga, Jo aapko niche bataya gya hai.

  • BNMU me Graduation Course me Admission pane ke liye sabhi ichhuk candidates ko kisi bhi Affiliated College se Class 12th Intermediate pahle Pass karna hoga.
  • Aur is programs ke liye eligible hone ke liye Minimum Marks 50% hona aavashyak hai.

Application Fee:-

Application for 1st Subject Choice300/-
Application for 1st Subject Onwards (Per Subject)200/-

How To Apply Online For BNMU UG Admission 2022

BN Mandal University me Graduation Admission Application Form online bharne ke liye aapko iske official site par visit karna hoga, Jo aap niche bataye gye step by step ko follow kar apna Aavedan Form kafi aasani se bhar sakte hain.

  • Aapko iske official website http://bnmu.ac.in par sabse pahle visit karna hoga.
  • Aur iske home page par UG Admission 2022 ke link par click karen.
  • Click karte hi Application Form open ho jayega.
  • Jise aap sahi tarike se bhar den.
  • Uske baad kuchh important document ko upload karen.
  • Ab aap Application Form ka fee pay karen.
  • Aur ab ise final submit par click kar den.
  • Phir aap iske application form ka ek print out kar len.

Official Website BNMU:- Click Here

Apply OnlineApply Link
College ListDownload

Important Documents

  • Passport size photo
  • High school mark sheet
  • Intermediate Marksheet
  • Caste certificate (if applicable)
  • Photo identity proof (Aadhaar card, passport, driving license or panoramic card)
  • Personal mobile number
  • Parent’s mobile number
  • Bank information

Leave a Comment