Result

Bihar STET Result 2020- BSEB TET Cut off & Merit List @bsebstet2019.in

Bihar STET Result 2020:- Hello Friends, Aap sabhi ko bata dne ki Bihar School Examination Board Bihar STET Result 2020 ko announce karne ke liye ready hai. Aap sabhi to jante hi hoge ki 28 January 2020 ko Examination Board ne Bihar State ke bahut saare centers par Bihar Secondary Teacher Eligibility Test liya gya tha. Aapko bata den ki Bihar School Examination Board (BSEB) STET Result scorecard ke roop me uplabdh kiya jayega. Bihar Secondary Teacher Eligibility Test Exam 2020 me upashthit hone bale sabhi candidate bsebstet2019.in par result check kar sakte hain. Aur result ke Saath candidate paper 1 aur paper 2 cut off marks bhi dekh sakte hain. Aur aap Bihar STET Result ke bare me puri jankari is post se prapt kar sakte hain.

Is article me aap sabhi ko Bihar STET ke bare me pura jankari diya ja raha hai, to aap is post ko padhkar Bihar STET Result, Merit List 2020 dowload karne ke liye puri jankari prapt kar sakte hai. Aapko bata den ki Board Authority ne online madhyam se result jaari karne ka plan bana raha hai, jo ki iske official site par jaari kiya jayega. Is Exam me bahut saare candidate teacher banne ke liye STET Exam me bhag liye hain aur ab niyamit roop se internet par exam result ka search kar rahe hain. Exam Authority ne Bihar STET 2020 ke result ke bare me koyi official update nahi diya hai lekin aisa mana ja raha hai ki result jald hi official site par jaari kiya jayega.

Contents

Bihar TET Result 2020 – Overview

Yahan par aap sabhi ko bata den ki Candidates ko Merit List ke liye cut off marks ke barabar ya us se adhik marks prapt karna honga. Lekin aap sabhi ko is post ke madhyam se kisi bhi official update ke baad aap sabhi ko iske bare me inform kar diya jayega, to aap is site par iski jankari ke liye hamesha visit karte rahe ya bookmark bhi kar sakte hain. Bihar STET 2020 Result download karne ke liye iska link sabse pahle aap sabhi ko provide kar diya jayega is post me. Aur bata den ki abhi Result ki announcement ke liye koi confirm date nahi hai. Bihar Baord jald hi TET ka result official site par jaari karega.

Name of the BoardBihar School Examination Board
Name of ExamSecondary Teacher Eligibility Test (STET)
Total No of posts37335 Posts
Job locationBihar
Availability of ResultComing Soon
Official websitewww.bsebstet2019.in

Bihar School Examination Board ne Result declared karne ke liye taiyari start kar diya hai. Jaise hi Board ka higher authority official site par result ka link provide karege tab aap Cut off marks aur merit list ke saath Bihar STET Result dekhne ke liye official site par ja sakte hain. Aur yaha par candidate apna answer key bhi dekh sakte hain jo official site par organization dwara jaari ki gayi hai.

Bihar Secondary Teacher Eligibility Test 2020 me candidate ko minimum marks prapt karne honge. Tab candidates ko STET Certificate milega jo 7 years ka valid hoga.

How To Download Bihar STET Result Online?

Yaha par aap sabhi ko Bihar STET Result online check karne ke liye step by step tarika bataya ja raha hai jise aap follow karke Apna result kafi aashani se online download kar sakte hain.

  • Aap sabse pahle iske official site par visit karen.
  • Uske baad aapko main page par result link milega us link par aap click karen.
  • Ab aap login page par redirect karege.
  • Yaha par apna registration number aur date of birth enter karen.
  • Ab aap ise final submit par click kar den.
  • Aapko mobile ya computer screen par STET Result 2020 show ho jayega.
  • Aur result ki janch karke aur iska print bhi kar sakte hain.
Bihar STET Result CheckClick Here

Bihar TET Certificate

Bihar STET 2020 Result declared hone ke thik baad ve candidate jo exam me pass honge aur Bharti ke liye selected honge unhe secondary classes ke students ko padhane ke liye eligibility certificate jaari kiya jayega. Result declared hone ki baad 7 Years ke liye Bihar School Examination Board dwara certificate jaari kiya jayega. Aur iske alawa physical and health instructor eligibility ke liye certificate 6 Years ki samay period valid hoga jo result jaari karne ka date se shuru hoga.

Bihar STET 2020 Cut Off Marks

bata den ki Cut off marks minimum score marks hai jo har candidate ko written exam pass karne ke liye milna chahiye. Bihar STET ki written exam me shamil hone bale sabhi candidate ko exam me qualification prapt karne ke liye authority dwara tay kiye gye cut off marks ke brabar ya us se adhik marks prapt karne ki aavashyakta hoti hai. Cut off marks ki list authority dwara board ke official site par ek PDF form me upload kiya jayega jise aap dekh sakte hain.

  • General Category – 50%
  • SC, ST, PWD, OBC, and BC – 45%

Bihar STET Merit List 2020

Bihar School Examination Board official site par result ki declaration ke baad Bihar STET Merit List upload kaega. Merit List me candidate ka naam, unke dwara banaye gye marks aur registration number hogi. Jin candidates ka naam merit list me listed hoga unhe written exam ki merit list ke adhar par call ya document verification ke liye bulaya jayega. Merit list kuchh aspects par aadharit hogi.

Leave a Comment