Bihar Post Matric Scholarship 2021:- Hello Guys, Bihar Government ne Matric Pass kar chuke Bihar ke sabhi Students ke liye Scholarship Online Form pradan kiya hai, Aap iske liye online Application Form bhar sakte hain. Aapko bata den ki Bihar Scholarship 2021 ke liye online form Bihar State ke sabhi SC, ST, OBC Students ke liye kiya gya hai. Yadi aap is Scholarship ka labh uthana chahte hain to is article ke dwara di gyi saari jankari ke anusar online Application Form aasani se bhar sakte hain. Kyonki is page me Bihar Scholarship 2021 ke online form bharne ke liye iske official website ka link bhi provide karaya gya hai, Aap use niche se follow karke apna form bhar sakte hain.
Aise to aap sabhi ko bata den ki Bihar Sarkar ke dwara aur Siksha Vibhag Rajye ke yogy aur Garib Students ke liye bahut se Scholarship pradan kiya jata hai, Unhi me se ek Bihar Post Martic Scholarship bhi hai. Aap jan len ki Scholarship ka main udeshya yah hai ki SC, ST, OBC Students ko Higher Education ke liye kuchh financial shayata Sarkar ke dwara pradan kiya ja saken.
Contents
Bihar Post Matric Scholarship 2021
Bihar State ke Jo bhi Students Matric Pass karne ke baad agle Course me apni padhai karne ke liye soch rahe hain lekin unke pass paise nahi hai, To ve Bihar Sarkar ke dwara diye gye Bihar Scholarship 2021 Form bharkar prapt kar sakte hain.
Lekin aise bhi jo Students Bihar PMS 2021 ke liye online Aavedan karna chahte hain wo Bihar Post Martic Scholarship 2021 ki last date se pahle iske liye apna online aavedan form bhar sakte hain.
Organization Name | Bihar Post Martic Scholarship |
Scholarship Name | Bihar Scholarship 2021 |
Scholarship Scheme | 10th, 11th, 12th, UG, PG, Diploma |
Mode Of Application Form | Online |
Aricle Category | Bihar PMS 2021 Online Form |
Scholarship Status | Released |
Official Website | scholarships.gov.in |
Bihar Martic Pass Scholarship 2021 Online Form
Bata den ki hal hi me Bihar Post Martic Scholarship Scheme 2021 ke liye bahut badi sankhya me Application Form bhara gya tha, Par abhi bhi jitne Students aartik roop se kamjor hain aur apni padhai ka pura fees jama nahi kar pa rahe hain aur abhi tak iske liye aavedan nahi kiye hain. To is post me diye gye link ki madad se online form bhar sakte hain, Aur Bihar Scholarship 2021 ka labh utha sakte hain. Jabki Bihar Post Martic Shcolarship ka labh uthane ke liye Students ko kuchh eligibility Criteria ko bhi pura karna hoga, Jiski jankari aapko niche diya ja raha hai.
Bihar Government ke dwara diye gye Bihar Scholarship Scheme ka labh 10th se lekar UG, PG Diploma Certificate jaise aur bhi Course kiye huye Students bhi utha sakte hain.
Bihar PMS Eligibility Criteria For SC/ST/OBC Students
- Aavedak ko sabse pahle Bihar Rajya ka purn roop se ek sthayi nivasi hona chahiye.
- Aur Family ki annual income 2.50 Lakh ke bich ya usse kam hona chahiye.
- Aur Scholarship ka labh uthane se pahle unko dhyan rakhna hoga ki wo pahle koyi aur Scholarship ka labh nahi uthaye ho.
- Jabki aavedak ko kisi bhi Manyata prapt School ya College and University se Pass hona anivarya hai.
- Ek Family se 2 Candidates is Yojna ke liye Form Apply nahi kar sakte hain.
- Aavedak ko SC/ ST./ OBC Minority hona chahiye.
Bihar Scholarship 2021 Assistance Amount
For Intermediate / I.A/ I.S.C/ I.COM/ any Equal Courses | Rs. 2000/- |
Graduate Courses like B.A/ B.SC/ B.COM/ Any Equal Course | Rs. 5000/- |
Post Graduate M.A./ M.SC/ M.COM/ M.Phil/ Ph.D / Any Equal Course | Rs. 5000/- |
I.T.I Course | Rs. 5000/- |
Three Year Diploma | Rs. 10000/- |
Engineering/ Medical/ Management / Any Equal Course | Rs. 15000/- |
Bihar Scholarship 2021 Important Documents
- Matric Mark Sheet
- Cast Certificate
- Income Certificate
- Residential Certificate
- Bank Passbook
- Fee Receipt
- Aadhar Card
- Photograph
How To Apply For Bihar Post Matric Scholarship Online?
Aapko yaha par Bihar Post Martic Scholarship 2021 online aavedan form bharne ke liye step by step method batlaya gya hai, Aap ise follow karke apna form aasani purvak online bhar sakte hain.
- Aap is page me diye gye link se sabse pahle iske official website par visit karen.
- Itna www.Scholarship.gov.in par.
- Ab aap iske home page par dye gye Bihar Scholarship Application Form bale tab par click karen.
- Aur apne Application Form ko sahi se bharen.
- Ab ise final submit par click kar den.
- Aur last me apne form ka ek print out nikal len.
Important Link:-
Bihar Scholarships 2021 Official Website | Click Here |
New Registration Form | Click Here |
All Ready Registered Candidate | Log in Here |
Conclusion:-
जैसा कि हमने आपको इस पोस्ट में इसकी जानकारी दी हैं की बिहार राज्य सरकार ने कुछ समुदाय जो की आर्थिक रूप से कमजोर हैं, जैसे (SC/ST/OBC) के छात्रों के लिए एक छात्रवृत्ति योजना शुरू की है. इसमें ये सभी समुदाय के लोग इसके लिए आवेदन कर इस छात्रवृत्ति योजना का लाभ उठा सकते हैं. यदि आपको इतनी जानकारी के बाद भी फॉर्म भरने में ज्यादा परेशानी हो रही है तो आप निचे दिए गये कमेंट बॉक्स से पूछ सकते हैं.
Leave a Comment