Bihar Board Class 10th Result 2022 Download:- Hello Friends, Bihar School Examination Board ne Class 10th Result ki ghosna karne ke liye apne official site par date jaari kar diya hai, bahut jald Result jaari kane ki sambhavna hai. To Class 10th ke Exam me baithne bale sabhi Students apne Result ki janch iske official site se kar payegen, Isliye is article ke dwara Bihar Board Class 10th Result 2022 online check karne ke liye puri jankari aap sabhi ko sabse pahle yaha par share kiya gya hai. Jise follow karke apne Result ki janch aasani se kar sakte hain.
Bata den ki Bihar School Examination Board ke dwara Class 10th ka Exam 17 February se lekar 24 February 2022 tak liya gya tha Jisme bahut saare Students ne bhag liye the, Jo ab apne Result ka wait kar rahe hain. Un sabhi ko is post ke madhyam se suchit kiya ja raha hai ki Bihar Board ke authority ke dwara bahut jald 10th Result 2022 ki ghosna kiya jayega jise aap iske official portal se online check kar payegen.
Lekin aap sabhi ko BSEB ke official web portal par jane me jyada prashani na ho iske liye hamne is page me Bihar Board ke official site ka link bhi update kiya hai Jise aap niche se follow kar sakte hain.
Contents
BSEB Class 10th Result 2020
Yadi aapne bhi Bihar Board ke dwara liye gye Class 10th ke Annual Exam 2022 me bhag liye hain aur apne Result ki janch karne ke liye soch rahe hain. To aapko bata den ki Board Authority ke dwara Class 10th ka Result March 2022 ke last week me hi jaari hone ki umid tha lekin ab April ke 1st ya 2nd week me declare kar diya jayega.
Lekin aap sabhi ko bata den ki Bihar Board Class 10th Result ke liye Date ki ghosna iske official site par nahi kiya gya hai par news paper ke anusar iska Result April 2022 me niyamit roop se jaari kar diya jayega. Jise aap is post me diye gye link se online check kar payegen.
Aise to aap sabhi jante honge ki pichhle saal Bihar Board ke authority ke dwara 6 April ko hi 10th ka Result Board ke official site par declare kar diya gya tha. To uisi anusar is baar bhi jaari karne ja raha hai. Aur aap Bihar School Examination Board Class 10th Exam Result 2022 ke bare me aur bhi adhik jankari prapt karna chahte hain to aap iske official portal par diye gye link se ja sakte hain.
Bihar Board Matric Result 2020 Overview
Aap Bihar Board ke official site par Class 10th Result 2022 publish karne ke baad apna Result iske official site se online check karne ke liye Roll Number aur Roll Code ka upyog kar sakte hain. Jiske liye aap sabhi ko is page me kuchh mahatvapurn jankari bhi diya gya hai aap table me dekh sakte hain.
Board Name | Bihar School Examination Board Patna (BSEB) |
Type of Exam | Board Exam |
Academic session | 2019-20 |
Class | Matric 10th |
Article Category | Board Result Class 10th |
Result Declare Mode | Online |
Official Website BSEB | www.biharboardonline.in or www.biharboardonline.in /Result/index |
How To Download Bihar Board Class 10th Result 2020?
Jo bhi Students 10th ke Exam me is baar bhag liye hain aur apna Result online check karna chahte hain to ve yaha par bataye gye step ko follow kar kafi aasani se apna Result online check kar sakte hain.
- Aapko iske offial site www.biharboardonline.in par sabse pahle visit karna hoga.
- Uske baad iske home page par Bihar Board 10th Result 2020 par click karna hoga.
- Click karne ke baad ek naya page open ho jayega.
- Jisme apna Roll Number, Roll Code and Captcha ko enter karen.
- Enter karne ke baad ise final submit par click kar den.
- Aapka Result aapke Screen par show ho jayega.
- Jise download karke apne future ke liye ek print out jaur kar len.
- Bihar Board ke official site par Result publish karne ke baad is tarah se online check kar sakte hain.
Official Website Bihar Board:- Click Here
Check Details on 10th Result 2020 Mark Sheet
Aap Bihar Board ke offical site se online Result check karne ke baad apne Mark Sheet par apni details ko sahi se check kar len, Jiske liye aap sabhi ko niche bataya gya hai ki aap kin details ko apne Mark Sheet me check kar sakte hain.
- Roll Number
- Roll Code
- Students Name
- Subjects
- School Name
- Father Name
- Mother Name
- Marks obtained in subjects
- Aggregate Marks
- Division
- Result Status – Pass/Fail
Bihar Board Matric Result Re-Check
Aur jo bhi Sutdents Bihar Board ke dwara Class 10th Result 2020 jaari karne ke baad apne Result se Satisfied nahi ho pa rahe hain to ve apna Result Re-check ya Re-evaluation ke liye aavedan kar sakte hain. Bihar School Examination Board ke Authority ke dwara 10th Result 2020 declare karne ke kuchh din baad Re-check ya Re-evaluation ke liye online form jaari kiya jayega, Jiske liye aap online application form bhar sakte hain. Aur aapko iske form ke liye aavedan fees ke roop me kuchh paise bhi dene honge.
Leave a Comment