BSEB

Bihar Board Inter Scrutiny Form 2022 – BSEB 12th Result Challenge

Bihar Board Inter Result Scrutiny | Online Form Intermediate Scruitny | बिहार बोर्ड इंटर स्क्रूटिनी 2022 | बिहार बोर्ड ने इंटर / 12 वीं स्क्रूटनी फॉर्म 2022 जारी किया है | Inter Scrutiny Apply Online Form | Bihar Board Scrutiny Start Online Form | BSEB Inter Scrutiny Online Form Last Date | Apply Online form Inter Scrutiny

Bihar Board Intermediate Scrutiny Online Form 2022:- Hello Guys, Bihar School Examination Board ne Intermediate 12th Result 2022 hal me apne official portal par jaari kar diya hai, Lekin Result jaari karne ke baad bahut saare Students apne Marks se Satisfied nahi ho paye hain. Iske liye Bihar Board ke Adhyaksh (Anand Kisor) ne un sabhi Students ke liye Online Scrutiny Form ke liye apne official website par ek notification jaari kiya hai. Jiske liye Online aavedan bahut jald shuru hone ja raha hai. Jo bhi Students apne Marks se santusht nahi hain wo iske liye online aavedan form jama kar sakte hai.

Aap sabhi ko bata den ki Bihar Board ke Authority dwara jaari kiye gye official notification ke anusar Scrutiny, Re-check And Re-valuation in tino ke liye aavedan form jaari kiya jayega, Jisme se Students kisi ek ke liye BSEB ke Official Website par jakar apna aavedan form online bhar sakte hain.

Latest Update:- बिहार बोर्ड इंटरमीडिएट स्क्रूटिनी 2022 आवेदन फॉर्म बोर्ड के अधिकारिक वेबसाइट पर जारी कर दिया गया है, और इसका आवेदन फॉर्म 8 May से लेकर 25 May 2022 तक ऑनलाइन लिया जायेगा. आप इस पोस्ट में दिए गये BSEB के ऑफिसियल साईट के लिंक को फॉलो करके इसके लास्ट डेट से पहले ऑनलाइन आवेदन फॉर्म भर सकते हैं.

Contents

Bihar Board 12th Intermediate Scrutiny Form Online 2022

Sabhi Students jo Bihar Board 12th Result 2022 Marks se Santusht nahi, ve apne Answer Sheet ka Purnmulyankan ke liye online aavedan kar sakte hain. Bata den ki iske liye Online Aavedan Form 8 May 2022 se Bihar Board ke official site http://biharboardonline.bihar.gov.in itna par shuru kar diya gya hai. Isliye aap sabhi ko is article me puri jankari pradan karaya ja raha hai taki aap apna aavedan form aasani purvak online bhar saken.

Agar kisi Students ko lagta hai ki unhe apni ummid se kam Marks mile hain, To wo bhi ek Subjects ya sabhi Subjects ke liye aavedan kar sakte hain. Aap sabhi ko malum hoga ki Science, Arts Aur Commerce ka Result Bihar Board ke officials dwara 24 March ko hi jaari kar diya gya tha. Lekin is Lockdown ke karan Scrutiny ke liye online aavedan form ruka hua tha. Lekin ab iski prkariya ko 8 May 2022 se shuru kar di gyi hai.

Bihar Board Inter Re-check / Scrutiny Online Form 2022 – Overview

BSEB 12th Scrutiny 2022 ke liye aavedan form Bihar board ke official website par online jaari kiya gya hai. Students ke liye koi offline form jaari nahi kiya gya hai. Aur Scrutiny ke liye aavedan karne bale Students ko Bihar Board ke Official Site par jakar pahle Registration karna hoga, Uske baad unhe Scrutiny Aavedan Form me puchhi gyi sabhi aavashyak details ko bharna hoga.

Name of The Board Bihar School Examination Board (BSEB)
Class12th/Intermediate
Online Application Form Start 8 May 2020
Last Date of Application Form 25 May 2020
Result Released
Overall Passed %80.44%
Article Category BSEB Scrutiny / Re-check Aavedan Form 2020
Official Websitewww.bsebinteredu.in

Bihar Board Inter Scrutiny Form 2022 – Application Form

Iske liye aap sabhi ko is page ke madhyam se suchit kiya ja raha hai ki Bihar School Examination Board ke dwara 12th Scrutiny 2022 ke liye aavedan form 8 May 2022 se lekar 25 May 2022 tak online liya jayega. Jo bhi Students iske liye aavedan karna chahte hain unhe last date se pahle karna hoga. Jiski aur jankari aap niche diye gye news cut se dekh sakte hain.

Bihar Board Class 12th Re-check & Re- valuation 2022

To jo bhi Students Class 12th ka Scrutiny ke liye online Aavedan Form bharne ke liye Bihar Board ke official link ki khoj kar rahe hain ve is page me niche diye gye direct link se apna aavedan form online bhar sakte hain.

Aur yadi aap Bihar Board Intermediate 12th Re-check, Re-Valuation ya Scrutiny se judi adhik jankari prapt karna cahte hain to iske official website par ja sakte hain. Lekin jaise hi iske bare me koi official notification aata hai to is page me aap sabhi ke liye update kar diya jayega, Isliye aap is page me par continue visit karte rahe.

Lekin Students sirf online ke madhyam se Scrutiny or Totaling of Answer Sheet ke liye aavedan form jama kar sakte hain. Aur jaisa aapko upar batlaya gya ki iske liye Offline Application Form accept nahi kiya jayega. 

Application Fee:-

Process Application Fee (Per Subject)
Scrutiny Rs. 70/-

How To Apply For Bihar Board Inter 12th Scrutiny Form 2022 Online?

Bihar Board Intermediate Scrutiny Aavedan Form 2022 online bharne ke liye niche diye gye official link aur bataye gye tarike ko follow karke kafi aasani se bhar sakte hain.

  • Aap is page me diye gye link se Bihar Board ke official site par sabse pahle visit karen.
  • Ab iske home page par Scrutiny Application Form 2022 ke link par click karen.
  • Fir se Scrutiny New Registration 2022 bale link par click karen.
  • Click karne ke baad aavedan form open ho jayega.
  • Jisme aapko apna Roll Number, Registration Number aur puchhi gyi details ko enter karke Search balE button par click karna hoga.
  • Aapka sabhi Details aapke screen par show ho jayega.
  • Yaha par aapko Mobile Number, E-mail ID aur Address ko enter karke submit par click karna hoga.
  • Ab aap apna Subjects ko Scrutiny ke liye select karen.
  • Aur last me iska Fee Pay karen.
  • Aap chahe to apne Aavedan Form ka ek print out bhi nikal sakte hain.
08/05/20इंटरमीडिएट स्क्रूटनी 2020 के लिए आवेदन करें

BSEB OFFICIAL LINK:- www.bsebinteredu.in

Bihar Board Inter 12th Scrutiny Result 2022

Bihar School Examination Board (BSEB) ke dwara Scrutiny Result 2022 aavedan Form bharne ke last date ke 1 ya 2 week baad Board ne apne official website par jaari karna shuru kar diya jayega.

Aur aapko Scrutiny ke liye aavedan form official website se online bharne me abhi koi problem ho raha hai to aap niche diye gye comment box se puchh sakte hain.

Leave a Comment