Bihar Sarkari Yojna

Bihar Anganwadi Labharthi Online Form 2022

Bihar Anganwadi Labharthi Online Form 2022:- Hello Friends, Bihar Government ke taraf Bihar Anganwadi Labharthi ko ab sidhe unke Bank Account me Paise diye ja rahe hain, Bihar Rajya ke jo bhi nivasi Angawadi Kendro me ja rahe the aur Bhojan kar rahe the. Lekin COVID-19 Lockdown Mahamari ke karna ve apna Bhojan nahi le pa rahe hain, Un sabhi ko ab Bihar Rajya ke Sarkar dwara unke aarthik madad ke liye direct unke Bank Account me Paise pradan ki jayegi.

Aap sabhi ko bata den ki iski ghosna Bihar Sarkar ne kiya hai, Ki jo bhi Bachhe ya Pregnant Mahilaye Anganwadi jate the, Lekin vah Lockdown ke karan abhi Anganwadi Kendra nahi ja par rahe hain. Isliye Bihar Sarkar ne aise Bachho aur Pregnant Mahilao ke Bank Account me direct Paise bhejne ka faisla liya hai. Jiske liye aapko sabse pahle Online Aavedan Form bharna hoga, Aavedan Form bharne ke liye aap sabhi ko is post me puri jankari diya ja raha hai, Aur iska official link bhi provide karaya ja raha hai Jis see aap iske liye form apply kar sakte hain Aur iska labh utha sakte hain.

Contents

Bihar Anganwadi Labharthi Online Form 2022

Note:- Is COVID-19 And Lockdown Mahamari Sankrman Ko Dhyan Rakhte Huye Anganwadi Kendro Ke Madhyam Se Diye Jane Bale Sabhi Paka Hua Bhojan Aur THR Ke Sthan Equivalent Amount (समतुल्य राशि) Ka Sidhe Bank Account Me Bhugtan Kiya Jayega, Jiske Liye Aavedan Form Online Bhara Jayega.

To Bihar Anganwadi Labharthi ko is Coronavirus Mahamari ke karan Sarkar ke dwara diye jane bale sahayata Rashi ko jo bhi Candidates labh uthan chahte hain unko iske liye aavedan form online bharna hoga, Jiska official link is post me niche mil jayega.

Name of Scheme Bihar Anganwadi Labharthi Online Form 2020
AuthorityIntegrated Child Development Services (ICDS)
StateBihar
Application ModeOnline
Notification Published30 March 2020
Article Category Bihar Anganwadi Labharthi Online Form 2020
Started byBihar Govt
Official Websitemedhasoft.bih.nic.in

Aap sabhi ko batana chahuga ki Bihar Anganwadi Labharthi Online Form ke liye official notification 30 March 2022 ko hi Integrated Child Development Services (ICDS) ke Dwara online jaari kiya gya tha, Jise aap niche se dekh sakte hain.

Bihar ICDS Anganwadi अनुदान 2022

Social Welfare Department, Integrated Child Development Service Bihar dwara Anganwadi Labharthi jo Anganwadi Kendro ke madhyam se diye ja rahe Bhojan aur ghar lekar jane ke liye sukha ration ke sabhi Register Labharthi ke Bank Account me Nakad Rashi bhejne ke liye kiya gya hai.

Aap sabhi ko malum hi hai ki Coronavirus ke badhte prakop ko dekhte huye Bihar ke sabhi Anganwadi Kendro ko agle aadesh tak band kar diya gya hai. Aise me Anganwadi Kendro ko 6 Mahine se lekar 6 Varsh tak ke sabhi bachhe aur Pregnant Mahilao ko Bhojan/Sukha Ration ke badhle me unke Bank Accoiunt me Paise pradan kiye jayenge.

बिहार आंगनवाड़ी लाभार्थी आवेदन में कौन सी जानकारी भरनी है

  • District Name
  • Aadhar Number
  • Mobile Number
  • Bank Branch IFSC
  • Bank Account Number
  • Category – General / Backward / Extremely Backward / SC / ST
  • Anganwadi Name
  • Project Name
  • Name of Panchayat
  • Husband’s Name (Aadhar Ke Anusar)
  • Wife’s Name (Aadhar Ke Anusar)
  • Bank Account kise naam se hai.
  • Anganwadi Labharthi Details

How To Apply Online For Bihar Anganwadi Labharthi Form 2022?

Aap Bihar Anganwadi Labharthi Aavedan Form bharne ke liye niche bataye gye step ko followa kar apna Form aasani purvak online bhar sakte hain.

  • Aap iske official website par niche diye gye link se visit karen.
  • Ab iske home page par Coronavirus Mahamari aur Sankrman ko dhyan rakhte huye, Anganwadi ke madhyam se diye jane bale paka hua bhojan aur THR ke sthan Equivalent Amount ka sidhe Bank Account me Bhugtan se sambandhit link mil jayega.
  • Ab aapko Apply karne ka link milega – के लिए यहाँ क्लिक करे link par click karen.
  • Yaha par aapko Notice aur Direct Apply ka link mil jayega.
  • Aap Notice ko jarur padhe, Aur link par click kar Form ko puri tarah se bhar den.
  • Form bharne ke baad submit karke, Aap ise ek print out nikal len.

Important Link:-

Official Website Click Here
Online ApplyRegistration Form
Angan Labharthi AppClick Here
Application FormClick Here
Important NoticeClick Here

Yadi aapke man me abhi bhi Bihar Anganwadi Labharthi Online Form se judi koyi prashan, Ya aavedan form bharne me koyi dikat ho raha hai to niche diye gye comment box se puchh sakte hain.

1 Comment

  • Hello sir Bibhutipur Mehshi panchayat se he hamare 3 children’s he 1-2years 2-4years 3-3years ka he kiyoki bola Gaya he ki 1chirld Ko hi ye sewa diya jaega

Leave a Comment