BBA Full Form In Hindi:- Hello Friends, BBA full form in hindi kya hai, Iska syllabus kya hai, BBA ke liye qualification kya honi chahiye, BBA me kul kitne Semester hote hain. Kya aap sabhi jate hain ki BBA ka full form kya hota hai to ye saari jankari aap saabhi ko is post me diya ja raha hai is page ko last tak padhkar aap iske bare me puri jankari prapt kar sakte hain.
Contents
BBA Full Form in Hindi
BBA ka full form (Bachelor of Business Administration) hoti hai aur ise hindi me (व्यवसाय प्रशासन स्नातक) kahte hain. To aap BBA ka full form hi padhkar smajh gye honge ki BBA kya hai. Jiske liye aur bhi jankari aap sabhi ko niche diya ja raha hai.
Pahle aap sabhi ko bata den ki B.B.A Bachelor of Business Administration ek Undergraduate Educational Degree hai jo business administration me ek course ka program ke liye pradan kiya jata hai. Isliye ise B.B.A ke naam se jana jata hai. Jo ek Business Administration ke liye Undergraduate ka brif hai.
Aur yah bhi BA ki tarah Bachelor Degree ka Course hai jo 3 Years me complete ho jati hai, BBA sabhi students ko different Management Principal me expert banati hai. BBA ke Course ko pura karne ke baad Marketing, Accunting, Real estate, Finance, International bisiness jaise aur bhi bahut saare field me ek achha job aap kar sakte hain.
BBA के लिए Eligibility
B.B.A Course Students ke liye ek internship aur Practical ki training pradan karta hai. BBA Course ko karne ke baad aap alag alag organizations ke saath milkar ek achha work kar sakte hain aur apne future ko achha bna sakte hain. Aur aapko pata hona chahiye ki BBA me Admission lene ke liye kisi bhi students ko 12th yani Inter 50% ke saath pass hona bahut aavashyak hota hai.
B.B.A Course ke liye kuchh College me aap direct admission le sakte hain aur kuchh College me is course ko pradan karne ke liye Entrance Exam liya jata hai jise aapko pass karna hota hai. Tabhi aapko Admission mil sakta hai. BBA Course ko pura karne ke baad chahe to aap Post Graduation Course jaise MBA ke liye bhi form apply kar sakte hain.
Tops B.B.A Colleges In India
- Christ University (Bangalore)
- Loyola College (Chennai)
- Amity University (Noida)
- Department of Management, J.D Birla Institute (Kolkata)
- Jagan Institute of Management Studies (Delhi)
- Narsee Monjee Institute of Management Studies (Mumbai)
- Chaudhary Charan Singh University (Meerut)
BBA में Subject
Aapko bata den ki B.B.A me kul Course 6 Semester ke hote hain aur in 6 Semester me alag alag bahut saare subjects hote hain jisko padhne ke baad aapko BBA ki Degree prapt ho sakti hai. Jiske Semester ke bare me aapko niche bataya gya hai aap waha se dekh sakte hain.
First Semester
- Business Economics
- Business Mathematics
- Computer Fundamentals
- Financial Accounting
- Personality Development & Communication Skills
- Principles of management
Second Semester
- Business Economics
- Business Organization
- Cost Accounting
- Data Base Management Systems
- Personality Development & Communication Skills
- Quantitative Techniques & Operations Research in Management
Third Semester
- Indian Economy
- Marketing Management
- Organization Behavior
- Personality Development & Communication Skills
Forth Semester
- Business Environment
- Business Laws
- Computer Application
- HR Management
- Marketing Research
- Taxation Laws
Fifth Semester
- Financial Management
- Management Information Systems
- Marketing Management
- Production & Operations Management
- Values & Ethics in Business
Sixth Semester
- Business Policy & Strategy
- Entrepreneurship Development
- Environmental Science
- International Business Management
- Project Planning & Evaluation
Popular Career Options after BBA
B.B.A Course ko pura karne ke baad kisi bhi students ko aavashyak skill prapt hote hain, jo Company ke andar Management aur Administrative bhumika nibhane ke liye aavashyak hote hain. Isliye company aamtaur par apne different departments me post ki ek wide range ke liye BBA Graduation ki talash karti hai. Jiska naam niche diya gya hai jise aap dekh sakte hain.
- Marketing Manager
- Human Resource Manager
- Sales Manager
- Operations Manager
- CRM Manager
- Finance Manager
To Friends aap sabhi ko BBA ka full form is post me bataya gya aur is se judi har jankari aap sabhi ke saath share kiya gya. Agar aapko BBA ke bare bare me jankari achha laga ho to aap is post ko share jarur karen.
Leave a Comment